Dard Ka Aur Mere Dil Mein Siwa Ho Jaana, Urdu Ghazal By Iqbal Bharti

Dard Ka Aur Mere Dil Mein Siwa Ho Jaana is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Bharti. Dard Ka Aur Mere Dil Mein Siwa Ho Jaana comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard Ka Aur Mere Dil Mein Siwa Ho Jaana on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد کا اور میرے دل میں سوا ہو جانا

اقبال بھارتی

درد کا اور میرے دل میں سوا ہو جانا

اس کا سینے سے مرے لگ کے جدا ہو جانا

عشرت و ناز کی کثرت میں فنا ہو جانا

درد کا حد سے گزرنا ہے دوا ہو جانا

میرے جینے سے اگر کوئی خفا ہوتا ہے

مجھ کو لازم ہے محبت میں فنا ہو جانا

یہ بھی ممکن ہے میں جینے سے خفا ہو جاؤں

ہے بری بات ترا مجھ سے خفا ہو جانا

میری تقدیر میں لکھا تھا یہی اے اقبالؔ

اپنی ناکام محبت میں فنا ہو جانا

اقبال بھارتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard Ka Aur Mere Dil Mein Siwa Ho Jaana

Iqbal Bharti

dard ka aur mere dil mein siwa ho jaana
us ka sine se mere lag ke juda ho jaana

ishrat-o-naz ki kasrat mein fana ho jaana
dard ka had se guzarna hai dawa ho jaana

mere jine se agar koi KHafa hota hai
mujh ko lazim hai mohabbat mein fana ho jaana

ye bhi mumkin hai main jine se KHafa ho jaun
hai buri baat tera mujh se KHafa ho jaana

meri taqdir mein likkha tha yahi ai 'iqbaal'
apni nakaam mohabbat mein fana ho jaana

(481) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard Ka Aur Mere Dil Mein Siwa Ho Jaana written by Iqbal Bharti at UrduPoint. Dard Ka Aur Mere Dil Mein Siwa Ho Jaana is one of the masterpieces written by Iqbal Bharti. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Bharti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Bharti' above.

Dard Ka Aur Mere Dil Mein Siwa Ho Jaana is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard Ka Aur Mere Dil Mein Siwa Ho Jaana, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.