Dil-lagi Aur Chiz Hoti Hai, Urdu Ghazal By Iqbal Tariq

Dil-lagi Aur Chiz Hoti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Tariq. Dil-lagi Aur Chiz Hoti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil-lagi Aur Chiz Hoti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل لگی اور چیز ہوتی ہے

اقبال طارق

دل لگی اور چیز ہوتی ہے

دلبری اور چیز ہوتی ہے

رسم ہے یوں معانقہ کرنا

دوستی اور چیز ہوتی ہے

با وضو ہوں میں قبلہ رو بھی مگر

بندگی اور چیز ہوتی ہے

ان اجالوں کو روشنی نہ کہو

روشنی اور چیز ہوتی ہے

ہم تو لاشیں ہیں سانس لیتی ہوئی

زندگی اور چیز ہوتی ہے

حرف در حرف درد ہیں بابا

شاعری اور چیز ہوتی ہے

بندشیں اور چیز ہیں طارقؔ

شاعری اور چیز ہوتی ہے

اقبال طارق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil-lagi Aur Chiz Hoti Hai

Iqbal Tariq

dil-lagi aur chiz hoti hai
dilbari aur chiz hoti hai

rasm hai yun muanqa karna
dosti aur chiz hoti hai

ba-wazu hun main qibla-ru bhi magar
bandagi aur chiz hoti hai

in ujalon ko raushni na kaho
raushni aur chiz hoti hai

hum to lashen hain sans leti hui
zindagi aur chiz hoti hai

harf-dar-harf dard hain baba
shairi aur chiz hoti hai

bandishen aur chiz hain 'tariq'
shairi aur chiz hoti hai

(517) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil-lagi Aur Chiz Hoti Hai written by Iqbal Tariq at UrduPoint. Dil-lagi Aur Chiz Hoti Hai is one of the masterpieces written by Iqbal Tariq. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Tariq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Tariq' above.

Dil-lagi Aur Chiz Hoti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil-lagi Aur Chiz Hoti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.