Kalima-e-be-KHudi Ke Mujrim Hain, Urdu Ghazal By Iqbal Tariq

Kalima-e-be-KHudi Ke Mujrim Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Tariq. Kalima-e-be-KHudi Ke Mujrim Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kalima-e-be-KHudi Ke Mujrim Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کلمۂ بے خودی کے مجرم ہیں

اقبال طارق

کلمۂ بے خودی کے مجرم ہیں

آپ سے دوستی کے مجرم ہیں

آؤ غم کا طواف کرتے ہیں

ہم فقط اک خوشی کے مجرم ہیں

ہم چڑھاتے ہیں سولیاں جن کو

قوم کی رہبری کے مجرم ہیں

وقت منصف ہے خود سزا دے گا

ہم اگر شاعری کے مجرم ہیں

اے محبت اگر خدا ہے تو

ہم تری بندگی کے مجرم ہیں

اقبال طارق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kalima-e-be-KHudi Ke Mujrim Hain

Iqbal Tariq

kalima-e-be-KHudi ke mujrim hain
aap se dosti ke mujrim hain

aao gham ka tawaf karte hain
hum faqat ek KHushi ke mujrim hain

hum chaDhate hain suliyan jin ko
qaum ki rahbari ke mujrim hain

waqt munsif hai KHud saza dega
hum agar shairi ke mujrim hain

ai mohabbat agar KHuda hai tu
hum teri bandagi ke mujrim hain

(541) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kalima-e-be-KHudi Ke Mujrim Hain written by Iqbal Tariq at UrduPoint. Kalima-e-be-KHudi Ke Mujrim Hain is one of the masterpieces written by Iqbal Tariq. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Tariq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Tariq' above.

Kalima-e-be-KHudi Ke Mujrim Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kalima-e-be-KHudi Ke Mujrim Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.