Awwalin Shart Hai Insan Ka Insan Hona, Urdu Ghazal By Ishrat Kiratpuri

Awwalin Shart Hai Insan Ka Insan Hona is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ishrat Kiratpuri. Awwalin Shart Hai Insan Ka Insan Hona comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Awwalin Shart Hai Insan Ka Insan Hona on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اولیں شرط ہے انسان کا انساں ہونا

عشرت کرتپوری

اولیں شرط ہے انسان کا انساں ہونا

بعد کی بات ہے ہندو یا مسلماں ہونا

جو بھی آتا ہے وو کلیوں کو مسل جاتا ہے

اک حسیں کھیل ہے گلشن کا نگہباں ہونا

اہل دانش نے کبھی خواب میں سوچا بھی نہ تھا

جرم بن جائے گا اس دور میں انساں ہونا

عدل ہے مصلحت وقت کے پنجے سے اسیر

سخت مشکل ہے یہاں صاحب ایماں ہونا

جشن بے چارگی جس وقت مناتے ہوں عوام

نا مناسب سا ہے اس وقت غزل خواں ہونا

بن گیا جہل کے بڑھنے کا سبب اے عشرتؔ

یک بہ یک علم کی شمع کا فروزاں ہونا

عشرت کرتپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Awwalin Shart Hai Insan Ka Insan Hona

Ishrat Kiratpuri

awwalin shart hai insan ka insan hona
baad ki baat hai hindu ya musalman hona

jo bhi aata hai wo kaliyon ko masal jata hai
ek hasin khel hai gulshan ka nigahban hona

ahl-e-danish ne kabhi KHwab mein socha bhi na tha
jurm ban jaega is daur mein insan hona

adl hai maslahat-e-waqt ke panje se asir
saKHt mushkil hai yahan sahab-e-iman hona

jashn-e-be-chaargi jis waqt manate hon awam
na-munasib sa hai us waqt ghazal-KHwan hona

ban gaya jehl ke baDhne ka sabab ai 'ishrat'
yak-ba-yak ilm ki shama ka farozan hona

(526) ووٹ وصول ہوئے

You can read Awwalin Shart Hai Insan Ka Insan Hona written by Ishrat Kiratpuri at UrduPoint. Awwalin Shart Hai Insan Ka Insan Hona is one of the masterpieces written by Ishrat Kiratpuri. You can also find the complete poetry collection of Ishrat Kiratpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ishrat Kiratpuri' above.

Awwalin Shart Hai Insan Ka Insan Hona is a widely read Urdu Ghazal. If you like Awwalin Shart Hai Insan Ka Insan Hona, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.