In Andheron Se Pare Is Shab-e-gham Se Aage, Urdu Ghazal By Ishrat Qadri

In Andheron Se Pare Is Shab-e-gham Se Aage is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ishrat Qadri. In Andheron Se Pare Is Shab-e-gham Se Aage comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read In Andheron Se Pare Is Shab-e-gham Se Aage on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ان اندھیروں سے پرے اس شب غم سے آگے

عشرت قادری

ان اندھیروں سے پرے اس شب غم سے آگے

اک نئی صبح بھی ہے شام الم سے آگے

دشت میں کس سے کریں آبلہ پائی کا گلا

رہنما کوئی نہیں نقش قدم سے آگے

ساز میں کھوئے رہے سوز نہ سمجھا کوئی

درد کی ٹیس تھی پازیب کی چھم سے آگے

اے خوشا عزم جواں ذوق سفر جوش طلب

حادثے بڑھ نہ سکے اپنے قدم سے آگے

یاد ہے لذت آزار محبت اب تک

دل کو ملتا تھا سکوں مشق ستم سے آگے

سرخ رو ہے جہاں تاریخ دو عالم عشرتؔ

خون ٹپکا ہے وہیں نوک قلم سے آگے

عشرت قادری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

In Andheron Se Pare Is Shab-e-gham Se Aage

Ishrat Qadri

in andheron se pare is shab-e-gham se aage
ek nai subh bhi hai sham-e-alam se aage

dasht mein kis se karen aabla-pai ka gila
rahnuma koi nahin naqsh-e-qadam se aage

saz mein khoe rahe soz na samjha koi
dard ki Tis thi pazeb ki chham se aage

ai KHosha azm-e-jawan zauq-e-safar josh-e-talab
hadse baDh na sake apne qadam se aage

yaad hai lazzat-e-azar-e-mohabbat ab tak
dil ko milta tha sukun mashq-e-sitam se aage

surKH-ru hai jahan tariKH-e-do-alam 'ishrat'
KHun Tapka hai wahin nok-e-qalam se aage

(580) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read In Andheron Se Pare Is Shab-e-gham Se Aage written by Ishrat Qadri at UrduPoint. In Andheron Se Pare Is Shab-e-gham Se Aage is one of the masterpieces written by Ishrat Qadri. You can also find the complete poetry collection of Ishrat Qadri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ishrat Qadri' above.

In Andheron Se Pare Is Shab-e-gham Se Aage is a widely read Urdu Ghazal. If you like In Andheron Se Pare Is Shab-e-gham Se Aage, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.