Rota Hun Qadr-dan-e-mata-e-hunar Ko Main, Urdu Ghazal By Ishrat Qadri

Rota Hun Qadr-dan-e-mata-e-hunar Ko Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ishrat Qadri. Rota Hun Qadr-dan-e-mata-e-hunar Ko Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rota Hun Qadr-dan-e-mata-e-hunar Ko Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

روتا ہوں قدر دان متاع ہنر کو میں

عشرت قادری

روتا ہوں قدر دان متاع ہنر کو میں

لاؤں کہاں سے ڈھونڈھ کے اس دیدہ ور کو میں

صد حاصل طرب ہے رفاقت کی یہ گھڑی

وہ مجھ کو دیکھتے ہیں چراغ سحر کو میں

مدت ہوئی ہے چاک گریباں سئے ہوئے

کرتا ہوں یاد موسم دیوانہ گر کو میں

لب پر ہیں زندگی کی دعائیں بہر نفس

مایوس پا رہا ہوں مسیحا نظر کو میں

دیکھا ہے تم نے کوچۂ دل دار میں اسے

پہچانتا ہوں غالبؔ آشفتہ سر کو میں

عشرت قادری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rota Hun Qadr-dan-e-mata-e-hunar Ko Main

Ishrat Qadri

rota hun qadr-dan-e-mata-e-hunar ko main
laun kahan se DhunDh ke us dida-war ko main

sad hasil-e-tarab hai rifaqat ki ye ghaDi
wo mujh ko dekhte hain charagh-e-sahar ko main

muddat hui hai chaak-e-gareban siye hue
karta hun yaad mausam-e-diwana-gar ko main

lab par hain zindagi ki duaen bahar-nafas
mayus pa raha hun masiha nazar ko main

dekha hai tum ne kucha-e-dildar mein use
pahchanta hun 'ghaalib'-e-ashufta-sar ko main

(645) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rota Hun Qadr-dan-e-mata-e-hunar Ko Main written by Ishrat Qadri at UrduPoint. Rota Hun Qadr-dan-e-mata-e-hunar Ko Main is one of the masterpieces written by Ishrat Qadri. You can also find the complete poetry collection of Ishrat Qadri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ishrat Qadri' above.

Rota Hun Qadr-dan-e-mata-e-hunar Ko Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rota Hun Qadr-dan-e-mata-e-hunar Ko Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.