Kah Chuke Haal Raaz Baqi Hai, Urdu Ghazal By JaiKrishn Chaudhry Habeeb

Kah Chuke Haal Raaz Baqi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, JaiKrishn Chaudhry Habeeb. Kah Chuke Haal Raaz Baqi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kah Chuke Haal Raaz Baqi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہہ چکے حال راز باقی ہے

جے کرشن چودھری حبیب

کہہ چکے حال راز باقی ہے

ناز اٹھائے نیاز باقی ہے

منزل عشق طے ہوئی پھر بھی

راہ دور و دراز باقی ہے

تو نے نغمے بھی دل سے چھین لیے

تار ٹوٹے ہیں ساز باقی ہے

سجدوں سے بندگی نہیں ہوتی

سر جھکا ہے نماز باقی ہے

دل تو تیروں سے ہو گیا چھلنی

اور ابھی مشق ناز باقی ہے

صحبت شب تو ہو گئی آخر

ایک غم جاں گداز باقی ہے

ترک الفت کے باوجود حبیبؔ

دل میں ایک فتنہ ساز باقی ہے

جے کرشن چودھری حبیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kah Chuke Haal Raaz Baqi Hai

JaiKrishn Chaudhry Habeeb

kah chuke haal raaz baqi hai
naz uThae niyaz baqi hai

manzil-e-ishq tai hui phir bhi
rah-e-dur-o-daraaz baqi hai

tu ne naghme bhi dil se chhin liye
tar TuTe hain saz baqi hai

sajdon se bandagi nahin hoti
sar jhuka hai namaz baqi hai

dil to tiron se ho gaya chhalni
aur abhi mashq-e-naz baqi hai

sohbat-e-shab to ho gai aaKHir
ek gham-e-jaan gudaz baqi hai

tark-e-ulfat ke bawajud 'habib'
dil mein ek fitna-saz baqi hai

(391) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kah Chuke Haal Raaz Baqi Hai written by JaiKrishn Chaudhry Habeeb at UrduPoint. Kah Chuke Haal Raaz Baqi Hai is one of the masterpieces written by JaiKrishn Chaudhry Habeeb. You can also find the complete poetry collection of JaiKrishn Chaudhry Habeeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of JaiKrishn Chaudhry Habeeb' above.

Kah Chuke Haal Raaz Baqi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kah Chuke Haal Raaz Baqi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.