Zindagi Tere Liye KHak Bahut Chhani Hai, Urdu Ghazal By Jamal Owaisi

Zindagi Tere Liye KHak Bahut Chhani Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jamal Owaisi. Zindagi Tere Liye KHak Bahut Chhani Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zindagi Tere Liye KHak Bahut Chhani Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زندگی تیرے لیے خاک بہت چھانی ہے

جمال اویسی

زندگی تیرے لیے خاک بہت چھانی ہے

تو بھی میرے لیے اک وجہ پریشانی ہے

میں نے بھی دیکھ لیے نقش و نگار دنیا

دیدنی اتنی نہیں جتنی ثنا خوانی ہے

غرق ہوتا ہوا دریاؤں میں صحرائے وجود

بے زمیں کرتا ہوا چاروں طرف پانی ہے

میں نے مانگا تھا بہت اس نے دیا ہے کچھ کم

فقط اکرام میں خواہش کی فراوانی ہے

وقت کے بارے میں کب سوچتے ہیں ہم ویسے

یہ تواریخ کا راقم نہیں زندانی ہے

سب دعا کرتے ہیں اور مل کے نہیں رہتے ہیں

اس جہالت پہ مجھے آج بھی حیرانی ہے

جمال اویسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zindagi Tere Liye KHak Bahut Chhani Hai

Jamal Owaisi

zindagi tere liye KHak bahut chhani hai
tu bhi mere liye ek wajh-e-pareshani hai

main ne bhi dekh liye naqsh-o-nigar-e-duniya
didani itni nahin jitni sana-KHwani hai

gharq hota hua dariyaon mein sahra-e-wajud
be-zamin karta hua chaaron taraf pani hai

main ne manga tha bahut us ne diya hai kuchh kam
faqat ikram mein KHwahish ki farawani hai

waqt ke bare mein kab sochte hain hum waise
ye tawariKH ka raqim nahin zindani hai

sab dua karte hain aur mil ke nahin rahte hain
is jahaalat pe mujhe aaj bhi hairani hai

(763) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zindagi Tere Liye KHak Bahut Chhani Hai written by Jamal Owaisi at UrduPoint. Zindagi Tere Liye KHak Bahut Chhani Hai is one of the masterpieces written by Jamal Owaisi. You can also find the complete poetry collection of Jamal Owaisi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jamal Owaisi' above.

Zindagi Tere Liye KHak Bahut Chhani Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zindagi Tere Liye KHak Bahut Chhani Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.