Chhup Ke Ghairon Se Dil Mein Aa Jaana, Urdu Ghazal By Jameela Khuda Bakhsh

Chhup Ke Ghairon Se Dil Mein Aa Jaana is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jameela Khuda Bakhsh. Chhup Ke Ghairon Se Dil Mein Aa Jaana comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chhup Ke Ghairon Se Dil Mein Aa Jaana on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چھپ کے غیروں سے دل میں آ جانا

جمیلہ خدا بخش

چھپ کے غیروں سے دل میں آ جانا

اے صنم رخ مجھے دکھا جانا

بر سر راہ ہے مری تربت

ہاتھ بہر دعا اٹھا جانا

دل میں رہتا ہے اس کے نقش صنم

شیخ کو ہم نے پارسا جانا

غیر ممکن ہے دخل غیر اس میں

دل کو جب خانۂ خدا جانا

اے مددگار جن و انساں کے

بگڑیوں کو مری بنا جانا

اس سے افزوں ستم نہیں کوئی

قتل عاشق کو تم نے کیا جانا

کیا بتاؤں تجھے جمیلہؔ میں

آفت جاں ہے دل کا آ جانا

جمیلہ خدا بخش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chhup Ke Ghairon Se Dil Mein Aa Jaana

Jameela Khuda Bakhsh

chhup ke ghairon se dil mein aa jaana
ai sanam ruKH mujhe dikha jaana

bar-sar-e-rah hai meri turbat
hath bahr-e-dua uTha jaana

dil mein rahta hai us ke naqsh-e-sanam
shaiKH ko hum ne parsa jaana

ghair mumkin hai daKHl-e-ghair is mein
dil ko jab KHana-e-KHuda jaana

ai madad-gar jinn-o-insan ke
bigDiyon ko meri bana jaana

is se afzun sitam nahin koi
qatl-e-ashiq ko tum ne kya jaana

kya bataun tujhe 'jamila' main
aafat-e-jaan hai dil ka aa jaana

(386) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chhup Ke Ghairon Se Dil Mein Aa Jaana written by Jameela Khuda Bakhsh at UrduPoint. Chhup Ke Ghairon Se Dil Mein Aa Jaana is one of the masterpieces written by Jameela Khuda Bakhsh. You can also find the complete poetry collection of Jameela Khuda Bakhsh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jameela Khuda Bakhsh' above.

Chhup Ke Ghairon Se Dil Mein Aa Jaana is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chhup Ke Ghairon Se Dil Mein Aa Jaana, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.