Aali Jis Ka Fann-e-suKHan Mein Ek Andaz Nirala Tha, Urdu Ghazal By Jameeluddin Aali

Aali Jis Ka Fann-e-suKHan Mein Ek Andaz Nirala Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jameeluddin Aali. Aali Jis Ka Fann-e-suKHan Mein Ek Andaz Nirala Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aali Jis Ka Fann-e-suKHan Mein Ek Andaz Nirala Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عالؔی جس کا فن سخن میں اک انداز نرالا تھا

جمیل الدین عالی

عالؔی جس کا فن سخن میں اک انداز نرالا تھا

نقد سخن میں ذکر یہ آیا دوہے پڑھنے والا تھا

جانے کیوں لوگوں کی نظریں تجھ تک پہنچیں ہم نے تو

برسوں بعد غزل کی رو میں اک مضمون نکالا تھا

کیا وہ گھٹا ترے گھر سے اٹھی کیا وہ تو نے بھیجی تھی

بوندیں روشن روشن تھیں اور بادل کالا کالا تھا

اجنبیوں سے دھوکے کھانا پھر بھی سمجھ میں آتا ہے

اس کے لیے کیا کہتے ہو وہ شخص تو دیکھا بھالا تھا

ہم نہ ملے اور جب بھی ملے تو دونوں نے اقرار کیا

ہاں وہ وعدہ ایسا تھا جو پورا ہونے والا تھا

تپتی دھوپوں میں بھی آ کر اپنی یاد دلاتے ہیں

چاند نگر کے انشاؔ صاحب آلے جن کا ہالا تھا

جمیل الدین عالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aali Jis Ka Fann-e-suKHan Mein Ek Andaz Nirala Tha

Jameeluddin Aali

'ali' jis ka fann-e-suKHan mein ek andaz nirala tha
naqd-e-suKHan mein zikr ye aaya dohe paDhne wala tha

jaane kyun logon ki nazren tujh tak pahunchen hum ne to
barson baad ghazal ki rau mein ek mazmun nikala tha

kya wo ghaTa tere ghar se uTThi kya wo tu ne bheji thi
bunden raushan raushan thin aur baadal kala kala tha

ajnabiyon se dhoke khana phir bhi samajh mein aata hai
is ke liye kya kahte ho wo shaKHs to dekha-bhaala tha

hum na mile aur jab bhi mile to donon ne iqrar kiya
han wo wada aisa tha jo pura hone wala tha

tapti dhupon mein bhi aa kar apni yaad dilate hain
chand-nagar ke 'insha'-sahib aale jin ka haala tha

(337) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aali Jis Ka Fann-e-suKHan Mein Ek Andaz Nirala Tha written by Jameeluddin Aali at UrduPoint. Aali Jis Ka Fann-e-suKHan Mein Ek Andaz Nirala Tha is one of the masterpieces written by Jameeluddin Aali. You can also find the complete poetry collection of Jameeluddin Aali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jameeluddin Aali' above.

Aali Jis Ka Fann-e-suKHan Mein Ek Andaz Nirala Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aali Jis Ka Fann-e-suKHan Mein Ek Andaz Nirala Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.