Makin Hun Aur Hudud-e-makan Nahin Malum, Urdu Ghazal By Jameeluddin Aali

Makin Hun Aur Hudud-e-makan Nahin Malum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jameeluddin Aali. Makin Hun Aur Hudud-e-makan Nahin Malum comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Makin Hun Aur Hudud-e-makan Nahin Malum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مکیں ہوں اور حدود مکاں نہیں معلوم

جمیل الدین عالی

مکیں ہوں اور حدود مکاں نہیں معلوم

سنانے بیٹھ گیا داستاں نہیں معلوم

دل حزیں کو کرم کی امید کرنے دے

ابھی اسے تری مجبوریاں نہیں معلوم

گزر رہی ہے بس اک سوز و کرب پیہم میں

کہاں جلا تھا مرا آشیاں نہیں معلوم

سکوں سے منتظر امتیاز ہے اب تک

مری جبیں کو ترا آستاں نہیں معلوم

کسی کو ان کا پتہ کیا بتائیں اے عالیؔ

ہمیں تو آپ ہی اپنا نشاں نہیں معلوم

جمیل الدین عالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Makin Hun Aur Hudud-e-makan Nahin Malum

Jameeluddin Aali

makin hun aur hudud-e-makan nahin malum
sunane baiTh gaya dastan nahin malum

dil-e-hazin ko karam ki umid karne de
abhi use teri majburiyan nahin malum

guzar rahi hai bas ek soz-o-karb paiham mein
kahan jala tha mera aashiyan nahin malum

sukun se muntazir-e-imtiyaz hai ab tak
meri jabin ko tera aastan nahin malum

kisi ko un ka pata kya bataen ai 'ali'
hamein to aap hi apna nishan nahin malum

(645) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Makin Hun Aur Hudud-e-makan Nahin Malum written by Jameeluddin Aali at UrduPoint. Makin Hun Aur Hudud-e-makan Nahin Malum is one of the masterpieces written by Jameeluddin Aali. You can also find the complete poetry collection of Jameeluddin Aali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jameeluddin Aali' above.

Makin Hun Aur Hudud-e-makan Nahin Malum is a widely read Urdu Ghazal. If you like Makin Hun Aur Hudud-e-makan Nahin Malum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.