Agar Dil Ishq Ke Anwar Se Mamur Ho Jae, Urdu Ghazal By Jauhar Zahiri

Agar Dil Ishq Ke Anwar Se Mamur Ho Jae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jauhar Zahiri. Agar Dil Ishq Ke Anwar Se Mamur Ho Jae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Agar Dil Ishq Ke Anwar Se Mamur Ho Jae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اگر دل عشق کے انوار سے معمور ہو جائے

جوہر زاہری

اگر دل عشق کے انوار سے معمور ہو جائے

تو پھر یہ ذرہ خود رشک چراغ طور ہو جائے

تم اپنے جلوۂ نوخیز پر یوں ناز کرتے ہو

اگر میرا دل خوددار بھی مغرور ہو جائے

فقط اس راز کو اہل محبت ہی سمجھتے ہیں

میسر آئے جتنا قرب اتنا دور ہو جائے

مجھے یہ ضد کہ ان کے روئے زیبا سے نقاب اٹھے

انہیں یہ ضد کہ جلوہ اور بھی مستور ہو جائے

وہ میرے دل کے گلشن میں اگر آ جائے اے جوہرؔ

تو ہر اک ناشگفتہ غنچہ رنگ و نور ہو جائے

جوہر زاہری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Agar Dil Ishq Ke Anwar Se Mamur Ho Jae

Jauhar Zahiri

agar dil ishq ke anwar se mamur ho jae
to phir ye zarra KHud rashk-e-charagh-e-tur ho jae

tum apne jalwa-e-nauKHez par yun naz karte ho
agar mera dil-e-KHuddar bhi maghrur ho jae

faqat is raaz ko ahl-e-mohabbat hi samajhte hain
mayassar aae jitna qurb itna dur ho jae

mujhe ye zid ki un ke ru-e-zeba se naqab uTThe
unhen ye zid ki jalwa aur bhi mastur ho jae

wo mere dil ke gulshan mein agar aa jae ai 'jauhar'
to har ek na-shagufta ghuncha rang-o-nur ho jae

(406) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Agar Dil Ishq Ke Anwar Se Mamur Ho Jae written by Jauhar Zahiri at UrduPoint. Agar Dil Ishq Ke Anwar Se Mamur Ho Jae is one of the masterpieces written by Jauhar Zahiri. You can also find the complete poetry collection of Jauhar Zahiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jauhar Zahiri' above.

Agar Dil Ishq Ke Anwar Se Mamur Ho Jae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Agar Dil Ishq Ke Anwar Se Mamur Ho Jae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.