Dil Mein Ehsas-e-fana Ke Bhi Fana Hone Tak, Urdu Ghazal By Javed Jamil

Dil Mein Ehsas-e-fana Ke Bhi Fana Hone Tak is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Jamil. Dil Mein Ehsas-e-fana Ke Bhi Fana Hone Tak comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Mein Ehsas-e-fana Ke Bhi Fana Hone Tak on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل میں احساس فنا کے بھی فنا ہونے تک

جاوید جمیل

دل میں احساس فنا کے بھی فنا ہونے تک

عمر درکار ہے سامان بقا ہونے تک

ختم ہو جائے گی اک روز فضا کی یہ گھٹن

قید میں رہنا ہی ہوتا ہے رہا ہونے تک

یہ نہ ہوتا تو کہاں ہوتا علاج امراض

درد اللہ کا ہے انعام شفا ہونے تک

تیری یوں بیٹھ کے تنہائی میں کوشش ہے عبث

تجربے زیست کے کر شعر نیا ہونے تک

مصلحت اس کی وہی جانے مگر اے جاویدؔ

ہم تو مر جائیں گے مقبول دعا ہونے تک

جاوید جمیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Mein Ehsas-e-fana Ke Bhi Fana Hone Tak

Javed Jamil

dil mein ehsas-e-fana ke bhi fana hone tak
umr darkar hai saman-e-baqa hone tak

KHatm ho jaegi ek roz faza ki ye ghuTan
qaid mein rahna hi hota hai riha hone tak

ye na hota to kahan hota ilaj-e-amraaz
dard allah ka hai inam shifa hone tak

teri yun baiTh ke tanhai mein koshish hai abas
tajarbe zist ke kar sher naya hone tak

maslahat us ki wahi jaane magar ai 'jawed'
hum to mar jaenge maqbul-e-dua hone tak

(527) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Mein Ehsas-e-fana Ke Bhi Fana Hone Tak written by Javed Jamil at UrduPoint. Dil Mein Ehsas-e-fana Ke Bhi Fana Hone Tak is one of the masterpieces written by Javed Jamil. You can also find the complete poetry collection of Javed Jamil by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Jamil' above.

Dil Mein Ehsas-e-fana Ke Bhi Fana Hone Tak is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Mein Ehsas-e-fana Ke Bhi Fana Hone Tak, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.