Thi Chaal Hashr Mein Bhi Qayamat Huzur Ki, Urdu Ghazal By Javed Lakhnvi

Thi Chaal Hashr Mein Bhi Qayamat Huzur Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Lakhnvi. Thi Chaal Hashr Mein Bhi Qayamat Huzur Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Thi Chaal Hashr Mein Bhi Qayamat Huzur Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تھی چال حشر میں بھی قیامت حضور کی

جاوید لکھنوی

تھی چال حشر میں بھی قیامت حضور کی

سچ پوچھئے تو جھینپ گئی آنکھ حور کی

سچ ہے کہ راز وصل چھپانا نہیں ہے سہل

میں کیا کہوں جو کہتی ہے چتون حضور کی

جانے سے دل کے کیوں نہ ہو ویران بزم عیش

شب بھر اسی سے رہتی تھی باتیں حضور کی

غش آج آ گیا ہے خدا جانے کل ہو کیا

موسیٰ اب اور سیر کرو کوہ طور کی

جنت میں پوچھتے ہوئے جاویدؔ ہم چلے

دوکان کس طرف ہے شراب طہور کی

جاوید لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Thi Chaal Hashr Mein Bhi Qayamat Huzur Ki

Javed Lakhnvi

thi chaal hashr mein bhi qayamat huzur ki
sach puchhiye to jhenp gai aankh hur ki

sach hai ki raaz-e-wasl chhupana nahin hai sahl
main kya kahun jo kahti hai chitwan huzur ki

jaane se dil ke kyun na ho viran bazm-e-aish
shab bhar isi se rahti thi baaten huzur ki

ghash aaj aa gaya hai KHuda jaane kal ho kya
musa ab aur sair karo koh-e-tur ki

jannat mein puchhte hue 'jawed' hum chale
dukan kis taraf hai sharab-e-tahur ki

(458) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Thi Chaal Hashr Mein Bhi Qayamat Huzur Ki written by Javed Lakhnvi at UrduPoint. Thi Chaal Hashr Mein Bhi Qayamat Huzur Ki is one of the masterpieces written by Javed Lakhnvi. You can also find the complete poetry collection of Javed Lakhnvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Lakhnvi' above.

Thi Chaal Hashr Mein Bhi Qayamat Huzur Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Thi Chaal Hashr Mein Bhi Qayamat Huzur Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.