Sab Kahte Hain Dekh Usko Sar-e-rah Zamin Par, Urdu Ghazal By Jurat Qalandar Bakhsh

Sab Kahte Hain Dekh Usko Sar-e-rah Zamin Par is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jurat Qalandar Bakhsh. Sab Kahte Hain Dekh Usko Sar-e-rah Zamin Par comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sab Kahte Hain Dekh Usko Sar-e-rah Zamin Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سب کہتے ہیں دیکھ اس کو سر راہ زمیں پر

جرأت قلندر بخش

سب کہتے ہیں دیکھ اس کو سر راہ زمیں پر

''کس راہ سے آیا یہ اتر ماہ زمیں پر''

بیمار کی تیرے تو کہانی ہے بڑی پر

قصہ ہے اب اک دم میں ہی کوتاہ زمیں پر

تو چھت پہ چڑھا اس کے ہے ایسا کہ بس آخر

چھوڑے گی اتروا کے تری چاہ زمیں پر

یہ وہ دل مضطر ہے کہ جوں برق تپیدہ

گاہے بہ فلک آئے نظر گاہ زمیں پر

کچھ سوچ کے بس کانپنے لگتا ہوں میں جرأتؔ

پڑتا ہے قدم زور سے جب آہ زمیں پر

جرأت قلندر بخش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sab Kahte Hain Dekh Usko Sar-e-rah Zamin Par

Jurat Qalandar Bakhsh

sab kahte hain dekh us ko sar-e-rah zamin par
kis rah se aaya ye utar mah zamin par

bimar ki tere to kahani hai baDi par
qissa hai ab ek dam mein hi kotah zamin par

tu chhat pe chaDha us ke hai aisa ki bas aaKHir
chhoDegi utarwa ke teri chah zamin par

ye wo dil-e-muztar hai ki jun barq-e-tapida
gahe ba-falak aae nazar gah zamin par

kuchh soch ke bas kanpne lagta hun main 'jurat'
paDta hai qadam zor se jab aah zamin par

(476) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sab Kahte Hain Dekh Usko Sar-e-rah Zamin Par written by Jurat Qalandar Bakhsh at UrduPoint. Sab Kahte Hain Dekh Usko Sar-e-rah Zamin Par is one of the masterpieces written by Jurat Qalandar Bakhsh. You can also find the complete poetry collection of Jurat Qalandar Bakhsh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jurat Qalandar Bakhsh' above.

Sab Kahte Hain Dekh Usko Sar-e-rah Zamin Par is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sab Kahte Hain Dekh Usko Sar-e-rah Zamin Par, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.