Saut-e-bulbul Dil-e-nalan Ne Sunai Muj Ko, Urdu Ghazal By Jurat Qalandar Bakhsh

Saut-e-bulbul Dil-e-nalan Ne Sunai Muj Ko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jurat Qalandar Bakhsh. Saut-e-bulbul Dil-e-nalan Ne Sunai Muj Ko comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Saut-e-bulbul Dil-e-nalan Ne Sunai Muj Ko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صوت بلبل دل نالاں نے سنائی مج کو

جرأت قلندر بخش

صوت بلبل دل نالاں نے سنائی مج کو

سیر گل دیدۂ گریاں نے دکھائی مج کو

لاؤں خاطر میں نہ میں سلطنت ہفت اقلیم

اس گلی کی جو میسر ہو گدائی مج کو

وصل میں جس کی نہیں چین یہ اندیشہ ہے

آہ دکھلائے گی کیا اس کی لڑائی مج کو

وصل میں جس کے نہ تھا چین سو جرأتؔ افسوس

وہ گیا پاس سے اور موت نہ آئی مج کو

جرأت قلندر بخش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Saut-e-bulbul Dil-e-nalan Ne Sunai Muj Ko

Jurat Qalandar Bakhsh

saut-e-bulbul dil-e-nalan ne sunai muj ko
sair-e-gul dida-e-giryan ne dikhai muj ko

laun KHatir mein na main saltanat-e-haft-iqlim
us gali ki jo mayassar ho gadai muj ko

wasl mein jis ki nahin chain ye andesha hai
aah dikhlaegi kya us ki laDai muj ko

wasl mein jis ke na tha chain so 'jurat' afsos
wo gaya pas se aur maut na aai muj ko

(404) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Saut-e-bulbul Dil-e-nalan Ne Sunai Muj Ko written by Jurat Qalandar Bakhsh at UrduPoint. Saut-e-bulbul Dil-e-nalan Ne Sunai Muj Ko is one of the masterpieces written by Jurat Qalandar Bakhsh. You can also find the complete poetry collection of Jurat Qalandar Bakhsh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jurat Qalandar Bakhsh' above.

Saut-e-bulbul Dil-e-nalan Ne Sunai Muj Ko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Saut-e-bulbul Dil-e-nalan Ne Sunai Muj Ko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.