Tanhai Ki Gali Mein Hawaon Ka Shor Tha, Urdu Ghazal By Kafeel Aazar Amrohvi

Tanhai Ki Gali Mein Hawaon Ka Shor Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kafeel Aazar Amrohvi. Tanhai Ki Gali Mein Hawaon Ka Shor Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tanhai Ki Gali Mein Hawaon Ka Shor Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تنہائی کی گلی میں ہواؤں کا شور تھا

کفیل آزر امروہوی

تنہائی کی گلی میں ہواؤں کا شور تھا

آنکھوں میں سو رہا تھا اندھیرا تھکا ہوا

سینے میں جیسے تیر سا پیوست ہو گیا

تھا کتنا دل خراش اداسی کا قہقہہ

یوں بھی ہوا کہ شہر کی سڑکوں پہ بارہا

ہر شخص سے میں اپنا پتہ پوچھتا پھرا

برسوں سے چل رہا ہے کوئی میرے ساتھ ساتھ

ہے کون شخص اس سے میں اک بار پوچھتا

دل میں اتر کے بجھ گئی یادوں کی چاندنی

آنکھوں میں انتظار کا سورج پگھل گیا

چھوڑی ہے ان کی چاہ تو اب لگ رہا ہے یوں

جیسے میں اتنے روز اندھیروں میں قید تھا

میں نے ذرا سی بات کہی تھی مذاق میں

تم نے ذرا سی بات کو اتنا بڑھا لیا

کمرے میں پھیلتا رہا سگریٹ کا دھواں

میں بند کھڑکیوں کی طرف دیکھتا رہا

آزرؔ یہ کس کی سمت بڑھے جا رہے ہیں لوگ

اس شہر میں تو میرے سوا کوئی بھی نہ تھا

کفیل آزر امروہوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tanhai Ki Gali Mein Hawaon Ka Shor Tha

Kafeel Aazar Amrohvi

tanhai ki gali mein hawaon ka shor tha
aankhon mein so raha tha andhera thaka hua

sine mein jaise tir sa paiwast ho gaya
tha kitna dil-KHarash udasi ka qahqaha

yun bhi hua ki shahr ki saDkon pe bar-ha
har shaKHs se main apna pata puchhta phira

barson se chal raha hai koi mere sath sath
hai kaun shaKHs us se main ek bar puchhta

dil mein utar ke bujh gai yaadon ki chandni
aankhon mein intizar ka suraj pighal gaya

chhoDi hai un ki chah to ab lag raha hai yun
jaise main itne roz andheron mein qaid tha

main ne zara si baat kahi thi mazaq mein
tum ne zara si baat ko itna baDha liya

kamre mein phailta raha cigarette ka dhuan
main band khiDkiyon ki taraf dekhta raha

'azar' ye kis ki samt baDhe ja rahe hain log
is shahr mein to mere siwa koi bhi na tha

(661) ووٹ وصول ہوئے

You can read Tanhai Ki Gali Mein Hawaon Ka Shor Tha written by Kafeel Aazar Amrohvi at UrduPoint. Tanhai Ki Gali Mein Hawaon Ka Shor Tha is one of the masterpieces written by Kafeel Aazar Amrohvi. You can also find the complete poetry collection of Kafeel Aazar Amrohvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kafeel Aazar Amrohvi' above.

Tanhai Ki Gali Mein Hawaon Ka Shor Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tanhai Ki Gali Mein Hawaon Ka Shor Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.