Gham Ne Dilon Ko Ram Kiya Aur Guzar Gaya, Urdu Ghazal By Kaif Moradaabadi

Gham Ne Dilon Ko Ram Kiya Aur Guzar Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kaif Moradaabadi. Gham Ne Dilon Ko Ram Kiya Aur Guzar Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham Ne Dilon Ko Ram Kiya Aur Guzar Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم نے دلوں کو رام کیا اور گزر گیا

کیف مرادآبادی

غم نے دلوں کو رام کیا اور گزر گیا

ظالم نے اپنا کام کیا اور گزر گیا

صیاد کچھ تو خاطر اہل وفا کرے

یہ کیا اسیر دام کیا اور گزر گیا

اے ساقیٔ بہار ترے ذوق کے نثار

ہر گل کو ایک جام کیا اور گزر گیا

آیا تھا بت کدہ بھی مری راہ شوق میں

میں نے تو اک سلام کیا اور گزر گیا

یہ کائنات ہے کہ کسی نے بصد حجاب

اک خاص جلوہ عام کیا اور گزر گیا

آیا قریب کیفؔ کوئی مست ناز حسن

ڈالی نظر غلام کیا اور گزر گیا

کیف مرادآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham Ne Dilon Ko Ram Kiya Aur Guzar Gaya

Kaif Moradaabadi

gham ne dilon ko ram kiya aur guzar gaya
zalim ne apna kaam kiya aur guzar gaya

sayyaad kuchh to KHatir-e-ahal-e-wafa kare
ye kya asir-e-dam kiya aur guzar gaya

ai saqi-e-bahaar tere zauq ke nisar
har gul ko ek jam kiya aur guzar gaya

aaya tha but-kada bhi meri rah-e-shauq mein
main ne to ek salam kiya aur guzar gaya

ye kaenat hai ki kisi ne ba-sad hijab
ek KHas jalwa aam kiya aur guzar gaya

aaya qarib 'kaif' koi mast-e-naz-e-husn
Dali nazar ghulam kiya aur guzar gaya

(454) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham Ne Dilon Ko Ram Kiya Aur Guzar Gaya written by Kaif Moradaabadi at UrduPoint. Gham Ne Dilon Ko Ram Kiya Aur Guzar Gaya is one of the masterpieces written by Kaif Moradaabadi. You can also find the complete poetry collection of Kaif Moradaabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kaif Moradaabadi' above.

Gham Ne Dilon Ko Ram Kiya Aur Guzar Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham Ne Dilon Ko Ram Kiya Aur Guzar Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.