Jah-o-hashmat Ke Liye Rutba-o-izzat Ke Liye, Urdu Ghazal By Kaleem Qaisar Balrampuri

Jah-o-hashmat Ke Liye Rutba-o-izzat Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kaleem Qaisar Balrampuri. Jah-o-hashmat Ke Liye Rutba-o-izzat Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jah-o-hashmat Ke Liye Rutba-o-izzat Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جاہ و حشمت کے لئے رتبہ و عزت کے لئے

کلیم قیصر بلرام پوری

جاہ و حشمت کے لئے رتبہ و عزت کے لئے

لوگ بدنام ہوئے جاتے ہیں شہرت کے لئے

اب ہمیں ننگ جہاں کہتے ہیں کہنے والے

ہم تھے مشہور زمانے میں شرافت کے لئے

پھوٹ سکتی ہیں کہیں سے بھی کشش کی کرنیں

پردۂ چشم ہی کافی نہیں عورت کے لئے

ٹوٹ کر اپنے بکھرنے کا نہ ہوتا احساس

تم نہ تیار ہوئے ہوتے جو ہجرت کے لئے

انگنت لوگوں کی گمنام خوشی ہے قیصرؔ

شاعری میں نہیں کرتا کسی خلعت کے لئے

کلیم قیصر بلرام پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jah-o-hashmat Ke Liye Rutba-o-izzat Ke Liye

Kaleem Qaisar Balrampuri

jah-o-hashmat ke liye rutba-o-izzat ke liye
log badnam hue jate hain shohrat ke liye

ab hamein nang-e-jahan kahte hain kahne wale
hum the mashhur zamane mein sharafat ke liye

phuT sakti hain kahin se bhi kashish ki kirnen
parda-e-chashm hi kafi nahin aurat ke liye

TuT kar apne bikharne ka na hota ehsas
tum na tayyar hue hote jo hijrat ke liye

anginat logon ki gumnam KHushi hai 'qaisar'
shairi main nahin karta kisi KHilat ke liye

(670) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jah-o-hashmat Ke Liye Rutba-o-izzat Ke Liye written by Kaleem Qaisar Balrampuri at UrduPoint. Jah-o-hashmat Ke Liye Rutba-o-izzat Ke Liye is one of the masterpieces written by Kaleem Qaisar Balrampuri. You can also find the complete poetry collection of Kaleem Qaisar Balrampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kaleem Qaisar Balrampuri' above.

Jah-o-hashmat Ke Liye Rutba-o-izzat Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jah-o-hashmat Ke Liye Rutba-o-izzat Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.