Kah Chuke Hain Sab Bacha Kuchh Bhi Nahin, Urdu Ghazal By Kaleem Qaisar Balrampuri

Kah Chuke Hain Sab Bacha Kuchh Bhi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kaleem Qaisar Balrampuri. Kah Chuke Hain Sab Bacha Kuchh Bhi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kah Chuke Hain Sab Bacha Kuchh Bhi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہہ چکے ہیں سب بچا کچھ بھی نہیں

کلیم قیصر بلرام پوری

کہہ چکے ہیں سب بچا کچھ بھی نہیں

میرے شعروں میں نیا کچھ بھی

چل رہے ہیں حسرتوں کے نام پر

ہے کہاں جانا پتا کچھ بھی نہیں

دل یہ کہتا ہے کہ میں نے سن لیا

اس نے حالانکہ کہا کچھ بھی نہیں

اب تو قیمت زور و زر کی ہے یہاں

پیار ایثار و وفا کچھ بھی نہیں

سر جھکاتا پھر رہا ہے در بدر

وہ جو کہتا تھا خدا کچھ بھی نہیں

کلیم قیصر بلرام پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kah Chuke Hain Sab Bacha Kuchh Bhi Nahin

Kaleem Qaisar Balrampuri

kah chuke hain sab bacha kuchh bhi nahin
mere sheron mein naya kuchh bhi

chal rahe hain hasraton ke nam par
hai kahan jaana pata kuchh bhi nahin

dil ye kahta hai ki main ne sun liya
us ne haalanki kaha kuchh bhi nahin

ab to qimat zor-o-zar ki hai yahan
pyar isar-o-wafa kuchh bhi nahin

sar jhukata phir raha hai dar-ba-dar
wo jo kahta tha KHuda kuchh bhi nahin

(584) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kah Chuke Hain Sab Bacha Kuchh Bhi Nahin written by Kaleem Qaisar Balrampuri at UrduPoint. Kah Chuke Hain Sab Bacha Kuchh Bhi Nahin is one of the masterpieces written by Kaleem Qaisar Balrampuri. You can also find the complete poetry collection of Kaleem Qaisar Balrampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kaleem Qaisar Balrampuri' above.

Kah Chuke Hain Sab Bacha Kuchh Bhi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kah Chuke Hain Sab Bacha Kuchh Bhi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.