Wafadari Ka Dawa Kar Rahe Ho, Urdu Ghazal By Kaleem Qaisar Balrampuri

Wafadari Ka Dawa Kar Rahe Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kaleem Qaisar Balrampuri. Wafadari Ka Dawa Kar Rahe Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wafadari Ka Dawa Kar Rahe Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وفاداری کا دعویٰ کر رہے ہو

کلیم قیصر بلرام پوری

وفاداری کا دعویٰ کر رہے ہو

تو کیوں دنیا کی پروا کر رہے ہو

سمجھتے بھی ہو خوابوں کی حقیقت

مگر خوابوں کا پیچھا کر رہے ہو

اسی سے تم جھگڑتے بھی ہو ہر پل

اسی کی ہی تمنا کر رہے ہو

یہ طے سمجھو ملے گی کامیابی

اگر دل سے ارادہ کر رہے ہو

اسے تم دوست بھی کہتے ہو قیصرؔ

اسی کے ساتھ دھوکہ کر رہے ہو

کلیم قیصر بلرام پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wafadari Ka Dawa Kar Rahe Ho

Kaleem Qaisar Balrampuri

wafadari ka dawa kar rahe ho
tu kyon duniya ki parwa kar rahe ho

samajhte bhi ho KHwabon ki haqiqat
magar KHwabon ka pichha kar rahe ho

usi se tum jhagaDte bhi ho har pal
usi ki hi tamanna kar rahe ho

ye tai samjho milegi kaamyabi
agar dil se irada kar rahe ho

use tum dost bhi kahte ho 'qaisar'
usi ke sath dhoka kar rahe ho

(543) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wafadari Ka Dawa Kar Rahe Ho written by Kaleem Qaisar Balrampuri at UrduPoint. Wafadari Ka Dawa Kar Rahe Ho is one of the masterpieces written by Kaleem Qaisar Balrampuri. You can also find the complete poetry collection of Kaleem Qaisar Balrampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kaleem Qaisar Balrampuri' above.

Wafadari Ka Dawa Kar Rahe Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wafadari Ka Dawa Kar Rahe Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.