Mera Sar Kab Kisi Darbar Mein KHam Hota Hai, Urdu Ghazal By Kamal Ahmad Siddiqi

Mera Sar Kab Kisi Darbar Mein KHam Hota Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kamal Ahmad Siddiqi. Mera Sar Kab Kisi Darbar Mein KHam Hota Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mera Sar Kab Kisi Darbar Mein KHam Hota Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرا سر کب کسی دربار میں خم ہوتا ہے

کمال احمد صدیقی

میرا سر کب کسی دربار میں خم ہوتا ہے

کوچۂ یار میں لیکن یہ قدم ہوتا ہے

پرسش حال بھی اتنی کہ میں کچھ کہہ نہ سکوں

اس تکلف سے کرم ہو تو ستم ہوتا ہے

شیخ مے خانہ میں کرتا ہے ارم کی باتیں

اسی مے خانہ کا اک گوشہ ارم ہوتا ہے

ایک دل ہے کہ اجڑ جائے تو بستا ہی نہیں

ایک بت خانہ ہے اجڑے تو حرم ہوتا ہے

راہ بر راہ نوردی سے پریشاں ہے کمالؔ

جس طرف جائے مرا نقش قدم ہوتا ہے

کمال احمد صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mera Sar Kab Kisi Darbar Mein KHam Hota Hai

Kamal Ahmad Siddiqi

mera sar kab kisi darbar mein KHam hota hai
kucha-e-yar mein lekin ye qadam hota hai

pursish-e-haal bhi itni ki main kuchh kah na sakun
is takalluf se karam ho to sitam hota hai

shaiKH mai-KHane mein karta hai iram ki baaten
isi mai-KHane ka ek gosha iram hota hai

ek dil hai ki ujaD jae to basta hi nahin
ek but-KHana hai ujDe to haram hota hai

rahbar ra-nawardi se pareshan hai 'kamal'
jis taraf jae mera naqsh-e-qadam hota hai

(577) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mera Sar Kab Kisi Darbar Mein KHam Hota Hai written by Kamal Ahmad Siddiqi at UrduPoint. Mera Sar Kab Kisi Darbar Mein KHam Hota Hai is one of the masterpieces written by Kamal Ahmad Siddiqi. You can also find the complete poetry collection of Kamal Ahmad Siddiqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kamal Ahmad Siddiqi' above.

Mera Sar Kab Kisi Darbar Mein KHam Hota Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mera Sar Kab Kisi Darbar Mein KHam Hota Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.