Aur Manzar Hain Bahut Chashm-e-KHaridar Mein Ab, Urdu Ghazal By Kamran Nadeem

Aur Manzar Hain Bahut Chashm-e-KHaridar Mein Ab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kamran Nadeem. Aur Manzar Hain Bahut Chashm-e-KHaridar Mein Ab comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aur Manzar Hain Bahut Chashm-e-KHaridar Mein Ab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اور منظر ہیں بہت چشم خریدار میں اب

کامران ندیم

اور منظر ہیں بہت چشم خریدار میں اب

خواب بکتے ہی نہیں شہر کے بازار میں اب

شام گل ہوتی چلی جاتی ہے رفتہ رفتہ

شمع گل جلتی نہیں گلشن دیدار میں اب

واعظ شہر نہیں شہر ستم گر بھی تمام

نقد جاں مانگتے ہیں جرأت انکار میں اب

حبس جاں ہے کہ امڈتا ہی چلا آتا ہے

بارش مے بھی چلی جاتی ہے بے کار میں اب

شیخ صاحب کبھی سیدھے تو نہیں تھے لیکن

پیچ در پیچ ہیں ان جبہ و دستار میں اب

کامران ندیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aur Manzar Hain Bahut Chashm-e-KHaridar Mein Ab

Kamran Nadeem

aur manzar hain bahut chashm-e-KHaridar mein ab
KHwab bikte hi nahin shahr ke bazar mein ab

sham gul hoti chali jati hai rafta rafta
sham-e-gul jalti nahin gulshan-e-didar mein ab

waiz-e-shahr nahin shahr-e-sitamgar bhi tamam
naqd-e-jaan mangte hain jurat-e-inkar mein ab

habs-e-jaan hai ki umaDta hi chala aata hai
barish-e-mai bhi chali jati hai be-kar mein ab

shaiKH-sahab kabhi sidhe to nahin the lekin
pech-dar-pech hain in jubba-o-dastar mein ab

(688) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aur Manzar Hain Bahut Chashm-e-KHaridar Mein Ab written by Kamran Nadeem at UrduPoint. Aur Manzar Hain Bahut Chashm-e-KHaridar Mein Ab is one of the masterpieces written by Kamran Nadeem. You can also find the complete poetry collection of Kamran Nadeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kamran Nadeem' above.

Aur Manzar Hain Bahut Chashm-e-KHaridar Mein Ab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aur Manzar Hain Bahut Chashm-e-KHaridar Mein Ab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.