Nazar Tak Aaya Hai Pahchan Tak Nahin Aaya, Urdu Ghazal By Kamran Nadeem

Nazar Tak Aaya Hai Pahchan Tak Nahin Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kamran Nadeem. Nazar Tak Aaya Hai Pahchan Tak Nahin Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazar Tak Aaya Hai Pahchan Tak Nahin Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظر تک آیا ہے پہچان تک نہیں آیا

کامران ندیم

نظر تک آیا ہے پہچان تک نہیں آیا

یہ واہمہ ابھی امکان تک نہیں آیا

جراحت غم دوراں کی ابتدا کہیے

دل جہاں زدہ پیکان تک نہیں آیا

وہ اور بات کہ جاں کی امان مانگی تھی

میں اس کی بیعت و پیمان تک نہیں آیا

بس اس کے لمس کا الہام ہی اترتا ہے

وہ میرے مصحف وجدان تک نہیں آیا

یہ زندگی تو نفی میں گزار دی میں نے

پر اس کے حلقۂ میزان تک نہیں آیا

کتاب حسن کی تعبیر خیر کیا کرتا

ندیمؔ آئنہ عنوان تک نہیں آیا

کامران ندیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazar Tak Aaya Hai Pahchan Tak Nahin Aaya

Kamran Nadeem

nazar tak aaya hai pahchan tak nahin aaya
ye wahima abhi imkan tak nahin aaya

jarahat-e-gham-e-dauran ki ibtida kahiye
dil-e-jahan-zada paikan tak nahin aaya

wo aur baat ki jaan ki aman mangi thi
main us ki baiat-o-paikan tak nahin aaya

bas us ke lams ka ilham hi utarta hai
wo mere mushaf-e-wijdan tak nahin aaya

ye zindagi to nafi mein guzar di main ne
par us ke halqa-e-mizan tak nahin aaya

kitab-e-husn ki tabir KHair kya karta
'nadim' aaina unwan tak nahin aaya

(585) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazar Tak Aaya Hai Pahchan Tak Nahin Aaya written by Kamran Nadeem at UrduPoint. Nazar Tak Aaya Hai Pahchan Tak Nahin Aaya is one of the masterpieces written by Kamran Nadeem. You can also find the complete poetry collection of Kamran Nadeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kamran Nadeem' above.

Nazar Tak Aaya Hai Pahchan Tak Nahin Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazar Tak Aaya Hai Pahchan Tak Nahin Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.