Garmi Jo Aai Ghar Ka Hawa-dan Khul Gaya, Urdu Ghazal By Khalid Irfan

Garmi Jo Aai Ghar Ka Hawa-dan Khul Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Irfan. Garmi Jo Aai Ghar Ka Hawa-dan Khul Gaya comes under the Social, Funny category of Urdu Ghazal. You can read Garmi Jo Aai Ghar Ka Hawa-dan Khul Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گرمی جو آئی گھر کا ہوا دان کھل گیا

خالد عرفان

گرمی جو آئی گھر کا ہوا دان کھل گیا

ساحل پہ جب گیا تو ہر انسان کھل گیا

پہلے تو لانگ مارچ کے حق میں دیا بیان

پھر قادریؔ کو دیکھ کے عمرانؔ کھل گیا

اک مولوی کی آنکھ میں بینائی آ گئی

جب ریل میں کسی کا گریبان کھل گیا

تم ناشتے کی میز پہ بیٹھی ہو اس طرح

یوں لگ رہا ہے جیسے نمک دان کھل گیا

دو چار دن سے میری سماعت بلاک تھی

تم نے غزل پڑھی تو مرا کان کھل گیا

لوٹے وہ جب سفر سے کنیزوں نے یہ کہا

بھاگو جناب شیخ کا سامان کھل گیا

میرے خطوط پڑھ کے وہ روتی ہے اس طرح

لگتا ہے میر انیسؔ کا دیوان کھل گیا

میرے عشائیے کا تھا ٹائم عشا کے بعد

آغاز گفتگو میں ہی مہمان کھل گیا

بزم سخن میں پوری مسدس انڈیل کر

حد سے زیادہ خالدؔ عرفان کھل گیا

خالد عرفان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Garmi Jo Aai Ghar Ka Hawa-dan Khul Gaya

Khalid Irfan

garmi jo aai ghar ka hawa-dan khul gaya
sahil pe jab gaya to har insan khul gaya

pahle to long-march ke haq mein diya bayan
phir 'qadri' ko dekh ke 'imrran' khul gaya

ek maulwi ki aankh mein binai aa gai
jab rail mein kisi ka gareban khul gaya

tum nashte ki mez pe baiThi ho is tarah
yun lag raha hai jaise namak-dan khul gaya

do chaar din se meri samaat block thi
tum ne ghazal paDhi to mera kan khul gaya

lauTe wo jab safar se kanizon ne ye kaha
bhago janab-e-shaiKH ka saman khul gaya

mere KHutut paDh ke wo roti hai is tarah
lagta hai 'mir-anis' ka diwan khul gaya

mere ishaiye ka tha Time isha ke baad
aaghaz-e-guftugu mein hi mehman khul gaya

bazm-e-suKHan mein puri musaddas unDel kar
had se ziyaada 'KHalid'-e-irfan khul gaya

(1077) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Garmi Jo Aai Ghar Ka Hawa-dan Khul Gaya written by Khalid Irfan at UrduPoint. Garmi Jo Aai Ghar Ka Hawa-dan Khul Gaya is one of the masterpieces written by Khalid Irfan. You can also find the complete poetry collection of Khalid Irfan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Irfan' above.

Garmi Jo Aai Ghar Ka Hawa-dan Khul Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Garmi Jo Aai Ghar Ka Hawa-dan Khul Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.