Yahan Se Hai Kahani Raat Wali, Urdu Ghazal By Khalid Mahmood

Yahan Se Hai Kahani Raat Wali is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Mahmood. Yahan Se Hai Kahani Raat Wali comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yahan Se Hai Kahani Raat Wali on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہاں سے ہے کہانی رات والی

خالد محمود

یہاں سے ہے کہانی رات والی

کہ وہ اک رات تھی برسات والی

کہا تھا جو وہی کر کے دکھایا

وہ برق بے اماں تھی بات والی

بڑی لمبی پلاننگ کر رہی ہے

ہماری زندگی لمحات والی

کسی کی بھی نہیں ہوتی یہ دنیا

کہ اس کی ذات ہے بد ذات والی

ہمارا حوصلہ ہے زندگی سے

لڑے جاتے ہیں کشتی مات والی

نہ اب گھر میں وہ تہذیبی توازن

نہ اب وہ کوٹھری جنات والی

جسے دیکھو چھپا پھرتا ہے خالدؔ

جماعت آ گئی میوات والی

خالد محمود

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yahan Se Hai Kahani Raat Wali

Khalid Mahmood

yahan se hai kahani raat wali
ki wo ek raat thi barsat wali

kaha tha jo wahi kar ke dikhaya
wo barq-e-be-aman thi baat wali

baDi lambi planning kar rahi hai
hamari zindagi lamhat wali

kisi ki bhi nahin hoti ye duniya
ki is ki zat hai bad-zat wali

hamara hausla hai zindagi se
laDe jate hain kushti mat wali

na ab ghar mein wo tahzibi tawazun
na ab wo koThari jinnat wali

jise dekho chhupa phirta hai 'KHalid'
jamaat aa gai mewat wali

(755) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yahan Se Hai Kahani Raat Wali written by Khalid Mahmood at UrduPoint. Yahan Se Hai Kahani Raat Wali is one of the masterpieces written by Khalid Mahmood. You can also find the complete poetry collection of Khalid Mahmood by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Mahmood' above.

Yahan Se Hai Kahani Raat Wali is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yahan Se Hai Kahani Raat Wali, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.