Har Ek Faisla Usne Behtar Kiya, Urdu Ghazal By Khalid Mahmood

Har Ek Faisla Usne Behtar Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Mahmood. Har Ek Faisla Usne Behtar Kiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Ek Faisla Usne Behtar Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر اک فیصلہ اس نے بہتر کیا

خالد محمود

ہر اک فیصلہ اس نے بہتر کیا

مجھے آنکھ دی تم کو منظر کیا

دل خوں چکیدہ منور کیا

تو آنکھوں کا صحرا سمندر کیا

لکیروں کو روشن ستارے دیے

ستاروں کو اپنا مقدر کیا

وہیں ڈوبنے کا یقیں آ گیا

جہاں اس نے ہم کو شناور کیا

اجالا نفی ہے جب اس نے کہا

اندھیرے میں تھے ہم نے باور کیا

خالد محمود

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Ek Faisla Usne Behtar Kiya

Khalid Mahmood

har ek faisla us ne behtar kiya
mujhe aankh di tum ko manzar kiya

dil-e-KHun-chakida munawwar kiya
to aankhon ka sahra samundar kiya

lakiron ko raushan sitare diye
sitaron ko apna muqaddar kiya

wahin Dubne ka yaqin aa gaya
jahan us ne hum ko shanawar kiya

ujala nafi hai jab us ne kaha
andhere mein the hum ne bawar kiya

(683) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Ek Faisla Usne Behtar Kiya written by Khalid Mahmood at UrduPoint. Har Ek Faisla Usne Behtar Kiya is one of the masterpieces written by Khalid Mahmood. You can also find the complete poetry collection of Khalid Mahmood by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Mahmood' above.

Har Ek Faisla Usne Behtar Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Ek Faisla Usne Behtar Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.