Main Na Ek Saat Raha Aaram Mein, Urdu Ghazal By Khanjar Ajmeri

Main Na Ek Saat Raha Aaram Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khanjar Ajmeri. Main Na Ek Saat Raha Aaram Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Na Ek Saat Raha Aaram Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں نہ اک ساعت رہا آرام میں

خنجر اجمیری

میں نہ اک ساعت رہا آرام میں

گر قفس سے چھوٹ آیا دام میں

سب پہ بالا ہی رہی بولی مری

میں جو پہونچا حسن کے نیلام میں

تل تہ گیسو نہیں صیاد نے

آج دانہ رکھ دیا ہے دام میں

حضرت دل نے کیے جرم و خطا

بے سبب ہم آ گئے الزام میں

عازم ملک عدم ہے اے مسیح

تیرا بیمار اب تو صبح و شام میں

زلف چھو کر ہم نے لی سر پر بلا

آئے ناحق کشمکش کے دام میں

چشم و لب کے بوسے میں جو ہے مزہ

وہ کہاں ہے پستہ و بادام میں

ان کے گھر جاتا ہوں کہہ دیتے ہیں یہ

کوئی کہہ دو وہ تو ہیں آرام میں

چاٹتے ہیں ہونٹھ سب عاشق ترے

ہے عجب لذت ترے دشنام میں

زلف و رخ کا ہے تصور رات دن

جب سے ہم داخل ہوئے اس لام میں

مرغ بسمل ہیں جو یہ صیاد آج

تو نے کیا خنجرؔ رکھا ہے دام میں

خنجر اجمیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Na Ek Saat Raha Aaram Mein

Khanjar Ajmeri

main na ek saat raha aaram mein
gar qafas se chhuT aaya dam mein

sab pe baala hi rahi boli meri
main jo pahuncha husn ke nilam mein

til tah-e-gesu nahin sayyaad ne
aaj dana rakh diya hai dam mein

hazrat-e-dil ne kiye jurm-o-KHata
be-sabab hum aa gae ilzam mein

aazim-e-mulk-e-adam hai ai masih
tera bimar ab to subh-o-sham mein

zulf chhu kar hum ne li sar par bala
aae nahaq kashmakash ke dam mein

chashm-o-lab ke bose mein jo hai maza
wo kahan hai pista-o-baadam mein

un ke ghar jata hun kah dete hain ye
koi kah do wo to hain aaram mein

chaTte hain honTh sab aashiq tere
hai ajab lazzat tere dushnam mein

zulf-o-ruKH ka hai tasawwur raat-din
jab se hum daKHil hue is lam mein

murgh-e-bismil hain jo ye sayyaad aaj
tu ne kya 'KHanjar' rakha hai dam mein

(413) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Na Ek Saat Raha Aaram Mein written by Khanjar Ajmeri at UrduPoint. Main Na Ek Saat Raha Aaram Mein is one of the masterpieces written by Khanjar Ajmeri. You can also find the complete poetry collection of Khanjar Ajmeri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khanjar Ajmeri' above.

Main Na Ek Saat Raha Aaram Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Na Ek Saat Raha Aaram Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.