Tere Sitam Ki Zamana Duhai Deta Hai, Urdu Ghazal By Khaqan Khavar

Tere Sitam Ki Zamana Duhai Deta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khaqan Khavar. Tere Sitam Ki Zamana Duhai Deta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tere Sitam Ki Zamana Duhai Deta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ترے ستم کی زمانہ دہائی دیتا ہے

خاقان خاور

ترے ستم کی زمانہ دہائی دیتا ہے

کبھی یہ شور تجھے بھی سنائی دیتا ہے

شجر سے ٹوٹنے والے ہر ایک پتے میں

ترے بچھڑنے کا منظر دکھائی دیتا ہے

جو دل میں بات ہو کھلتی نہیں کسی پہ مگر

کہے جو آنکھ وہ سب کو سنائی دیتا ہے

میں اختیار تمہیں اپنا سونپ دوں کیسے

کبھی خدا بھی کسی کو خدائی دیتا ہے

اداس رات کے آنگن میں ڈوبتا سایہ

بچھڑنے والے کا پیکر دکھائی دیتا ہے

خزاں مزاج ہے وہ چھوڑ دو اسے خاورؔ

وہ موسموں کے سفر میں جدائی دیتا ہے

خاقان خاور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tere Sitam Ki Zamana Duhai Deta Hai

Khaqan Khavar

tere sitam ki zamana duhai deta hai
kabhi ye shor tujhe bhi sunai deta hai

shajar se TuTne wale har ek patte mein
tere bichhaDne ka manzar dikhai deta hai

jo dil mein baat ho khulti nahin kisi pe magar
kahe jo aankh wo sab ko sunai deta hai

main iKHtiyar tumhein apna saunp dun kaise
kabhi KHuda bhi kisi ko KHudai deta hai

udas raat ke aangan mein Dubta saya
bichhaDne wale ka paikar dikhai deta hai

KHizan-mizaj hai wo chhoD do use 'KHawar'
wo mausamon ke safar mein judai deta hai

(549) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tere Sitam Ki Zamana Duhai Deta Hai written by Khaqan Khavar at UrduPoint. Tere Sitam Ki Zamana Duhai Deta Hai is one of the masterpieces written by Khaqan Khavar. You can also find the complete poetry collection of Khaqan Khavar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khaqan Khavar' above.

Tere Sitam Ki Zamana Duhai Deta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tere Sitam Ki Zamana Duhai Deta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.