Ghar Mein Kaisa Shafaqistan Ka Saman Tha Pahle, Urdu Ghazal By Khumar Qureshi

Ghar Mein Kaisa Shafaqistan Ka Saman Tha Pahle is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khumar Qureshi. Ghar Mein Kaisa Shafaqistan Ka Saman Tha Pahle comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghar Mein Kaisa Shafaqistan Ka Saman Tha Pahle on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گھر میں کیسا شفقستاں کا سماں تھا پہلے

خمار قریشی

گھر میں کیسا شفقستاں کا سماں تھا پہلے

موج‌ صد رنگ میں بے خواب جہاں تھا پہلے

کس کھنڈر میں ہمیں محبوس ہوا لے آئی

شب کے سینے میں بھی محفوظ مکاں تھا پہلے

بادباں کشتیاں پھر موج ہوا کی رونق

کون کس حال میں اور کون کہاں تھا پہلے

زینۂ شام پہ رکھا ہے چراغ خستہ

جس کی رگ رگ میں رواں زرد دھواں تھا پہلے

اب طرف تا بہ طرف چھائی ہے بس گم شدگی

استعارہ ہے علامت ہے عیاں تھا پہلے

خمار قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghar Mein Kaisa Shafaqistan Ka Saman Tha Pahle

Khumar Qureshi

ghar mein kaisa shafaqistan ka saman tha pahle
mauj-e-sad-rang mein be-KHwab jahan tha pahle

kis khanDar mein hamein mahbus hawa le aai
shab ke sine mein bhi mahfuz makan tha pahle

baadban kashtiyan phir mauj-e-hawa ki raunaq
kaun kis haal mein aur kaun kahan tha pahle

zina-e-sham pe rakkha hai charagh-e-KHasta
jis ki rag rag mein rawan zard dhuan tha pahle

ab taraf ta-ba-taraf chhai hai bas gum-shudagi
istiara hai alamat hai ayan tha pahle

(437) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ghar Mein Kaisa Shafaqistan Ka Saman Tha Pahle written by Khumar Qureshi at UrduPoint. Ghar Mein Kaisa Shafaqistan Ka Saman Tha Pahle is one of the masterpieces written by Khumar Qureshi. You can also find the complete poetry collection of Khumar Qureshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khumar Qureshi' above.

Ghar Mein Kaisa Shafaqistan Ka Saman Tha Pahle is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghar Mein Kaisa Shafaqistan Ka Saman Tha Pahle, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.