Mismar Shabon Ke Dukh UThaun, Urdu Ghazal By Khumar Qureshi

Mismar Shabon Ke Dukh UThaun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khumar Qureshi. Mismar Shabon Ke Dukh UThaun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mismar Shabon Ke Dukh UThaun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مسمار شبوں کے دکھ اٹھاؤں

خمار قریشی

مسمار شبوں کے دکھ اٹھاؤں

آنکھوں کے بام و در جلاؤں

چہرہ ہے کس کا استعارہ

لہجے میں کسی کے دھوپ چھانو

آیا ہے شگفت گل کا موسم

مہکے گا کم از کم اب کے گاؤں

سائے سے لپٹ کے رو پڑا میں

ٹوٹے ہیں یہ کس کے ہاتھ پاؤں

کل تم نے کہا تھا ساتھ دو گے

اس بات کو کیسے بھول جاؤں

کھائی ہے ادھر ادھر ہے دلدل

کس اور میں اب قدم بڑھاؤں

خمار قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mismar Shabon Ke Dukh UThaun

Khumar Qureshi

mismar shabon ke dukh uThaun
aankhon ke baam-o-dar jalaun

chehra hai kis ka istiara
lahje mein kisi ke dhup chhanw

aaya hai shaguft-e-gul ka mausam
mahkega kam-az-kam ab ke ganw

sae se lipaT ke ro paDa main
TuTe hain ye kis ke hath panw

kal tum ne kaha tha sath doge
is baat ko kaise bhul jaun

khai hai idhar udhar hai daldal
kis or main ab qadam baDhaun

(333) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mismar Shabon Ke Dukh UThaun written by Khumar Qureshi at UrduPoint. Mismar Shabon Ke Dukh UThaun is one of the masterpieces written by Khumar Qureshi. You can also find the complete poetry collection of Khumar Qureshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khumar Qureshi' above.

Mismar Shabon Ke Dukh UThaun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mismar Shabon Ke Dukh UThaun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.