Dariya Mein Bahut Kuchh Hai Rawani Ke Alawa, Urdu Ghazal By Khursheed Akbar

Dariya Mein Bahut Kuchh Hai Rawani Ke Alawa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khursheed Akbar. Dariya Mein Bahut Kuchh Hai Rawani Ke Alawa comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dariya Mein Bahut Kuchh Hai Rawani Ke Alawa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دریا میں بہت کچھ ہے روانی کے علاوہ

خورشید اکبر

دریا میں بہت کچھ ہے روانی کے علاوہ

مدت سے میں سیراب ہوں پانی کے علاوہ

اے شہر ستم زاد تری عمر بڑی ہو

کچھ اور بتا نقل مکانی کے علاوہ

ایمان شکن پیکر دوشیزۂ عالم

سب کچھ ہے ترے پاس جوانی کے علاوہ

کس عہد گنہ گار نے لی آخری ہچکی

مصروف ہیں سب فاتحہ خوانی کے علاوہ

رنگوں کو برتنے کا ہنر سیکھ چکا ہوں

کیا چاہئے اب تیری نشانی کے علاوہ

دنیا سے تعلق کا سبب کس کو بتاؤں

اب دوست کہاں دشمن جانی کے علاوہ

کیا دوں تجھے جاتی ہوئی جاں باز بہارو

کچھ پاس نہیں برگ خزانی کے علاوہ

ہر شخص مداوا ہے عقیدت سے ہے بے زار

مہلت ہے کسے پیر مغانی کے علاوہ

اشعار کہاں دیتے ہیں منہ دیکھی گواہی

خورشیدؔ کہاں نور معانی کے علاوہ

خورشید اکبر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dariya Mein Bahut Kuchh Hai Rawani Ke Alawa

Khursheed Akbar

dariya mein bahut kuchh hai rawani ke alawa
muddat se main sairab hun pani ke alawa

ai shahr-e-sitam-zad teri umr baDi ho
kuchh aur bata naql-e-makani ke alawa

iman-shikan paikar-e-doshiza-e-alam
sab kuchh hai tere pas jawani ke alawa

kis ahd-e-gunahgar ne li aaKHiri hichki
masruf hain sab fatiha-KHwani ke alawa

rangon ko baratne ka hunar sikh chuka hun
kya chahiye ab teri nishani ke alawa

duniya se talluq ka sabab kis ko bataun
ab dost kahan dushman-e-jaani ke alawa

kya dun tujhe jati hui jaan-baz bahaaro
kuchh pas nahin barg-e-KHizani ke alawa

har shaKHs mudawa hai aqidat se hai be-zar
mohlat hai kise pir-e-mughani ke alawa

ashaar kahan dete hain munh dekhi gawahi
'KHurshid' kahan nur-e-maani ke alawa

(495) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dariya Mein Bahut Kuchh Hai Rawani Ke Alawa written by Khursheed Akbar at UrduPoint. Dariya Mein Bahut Kuchh Hai Rawani Ke Alawa is one of the masterpieces written by Khursheed Akbar. You can also find the complete poetry collection of Khursheed Akbar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khursheed Akbar' above.

Dariya Mein Bahut Kuchh Hai Rawani Ke Alawa is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dariya Mein Bahut Kuchh Hai Rawani Ke Alawa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.