Rahi Koi Nahin Hai Koi Rahnuma Nahin, Urdu Ghazal By Khwaja Zameer

Rahi Koi Nahin Hai Koi Rahnuma Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khwaja Zameer. Rahi Koi Nahin Hai Koi Rahnuma Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rahi Koi Nahin Hai Koi Rahnuma Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

راہی کوئی نہیں ہے کوئی رہنما نہیں

خواجہ ضمیر

راہی کوئی نہیں ہے کوئی رہنما نہیں

جس راہ پر چلا ہوں کہیں نقش پا نہیں

سجدے مرے زمان و مکاں سے ہیں بے نیاز

کعبہ سے بت کدے سے کوئی رابطہ نہیں

دل ہے کہیں خیال کہیں ہے نظر کہیں

اے شیخ تیرا ایک بھی سجدہ روا نہیں

بے کیف سی ہے رات تو بے لطف سا ہے دن

سچ تو یہ ہے کہ جینے میں کچھ بھی مزا نہیں

شام و سحر بہار و خزاں رنج و انبساط

کوئی بھی انقلاب کی زد سے بچا نہیں

تنقید کر رہے ہیں وہ اشعار پر ضمیرؔ

شعر و سخن سے جن کو کوئی واسطہ نہیں

خواجہ ضمیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rahi Koi Nahin Hai Koi Rahnuma Nahin

Khwaja Zameer

rahi koi nahin hai koi rahnuma nahin
jis rah par chala hun kahin naqsh-e-pa nahin

sajde mere zaman-o-makan se hain be-niyaz
kaba se but-kade se koi rabta nahin

dil hai kahin KHayal kahin hai nazar kahin
ai shaiKH tera ek bhi sajda rawa nahin

be-kaif si hai raat to be-lutf sa hai din
sach to ye hai ki jine mein kuchh bhi maza nahin

sham-o-sahar bahaar-o-KHizan ranj-o-imbisat
koi bhi inqalab ki zad se bacha nahin

tanqid kar rahe hain wo ashaar par 'zamir'
sher-o-suKHan se jin ko koi wasta nahin

(333) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rahi Koi Nahin Hai Koi Rahnuma Nahin written by Khwaja Zameer at UrduPoint. Rahi Koi Nahin Hai Koi Rahnuma Nahin is one of the masterpieces written by Khwaja Zameer. You can also find the complete poetry collection of Khwaja Zameer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khwaja Zameer' above.

Rahi Koi Nahin Hai Koi Rahnuma Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rahi Koi Nahin Hai Koi Rahnuma Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.