Mufakkir Ki Maut, Urdu Nazam By Krishna Mohan

Mufakkir Ki Maut is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Krishna Mohan. Mufakkir Ki Maut comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Mufakkir Ki Maut on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مفکر کی موت

کرشن موہن

یہ اک باغی مفکر کا جنازہ ہے

ہلا ڈالا تھا اپنی کافرانہ فکر سے جس نے

یکایک ساری دنیا کو

فقط بیس آدمی ہم راہ ہیں اس کے جنازے کے

زمانہ جس کی قدر و منزلت کرتا تھا اور جس کے خیالوں سے سنورتا تھا

وہ باغی جا رہا ہے آج اکیلا ایک البیلا مسافر تھا

کروڑوں مومنوں پر تھا جو بھاری ایسا کافر تھا

ستارے کیوں چمکتے ہیں دلوں کا ماجرا کیا ہے

ستیزہ خو ہے کیوں انساں محبت کا مزہ کیا ہے

یہ تحقیق اس کا مذہب تھا

ہزاروں سال نرگس اپنی بے نوری پہ روئے گی

کرشن موہن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mufakkir Ki Maut

Krishna Mohan

ye ek baghi mufakkir ka janaza hai
hila Dala tha apni kafirana fikr se jis ne
yakayak sari duniya ko
faqat bis aadmi hamrah hain is ke janaze ke
zamana jis ki qadr-o-manzilat karta tha aur jis ke KHayalon se sanwarta tha
wo baghi ja raha hai aaj akela ek albela musafir tha
karoDon mominon par tha jo bhaari aisa kafir tha
sitare kyun chamakte hain dilon ka majra kya hai
satiza-KHu hai kyun insan mohabbat ka maza kya hai
ye tahqiq is ka mazhab tha
hazaron sal nargis apni be-nuri pe roegi

(641) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mufakkir Ki Maut written by Krishna Mohan at UrduPoint. Mufakkir Ki Maut is one of the masterpieces written by Krishna Mohan. You can also find the complete poetry collection of Krishna Mohan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Krishna Mohan' above.

Mufakkir Ki Maut is a widely read Urdu Nazam. If you like Mufakkir Ki Maut, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.