Kuza-gar Main Tere Kis KHwab Ka Chehra Ho Jaun, Urdu Ghazal By Kuldeep Kumar

Kuza-gar Main Tere Kis KHwab Ka Chehra Ho Jaun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kuldeep Kumar. Kuza-gar Main Tere Kis KHwab Ka Chehra Ho Jaun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuza-gar Main Tere Kis KHwab Ka Chehra Ho Jaun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوزہ گر میں ترے کس خواب کا چہرہ ہو جاؤں

کلدیپ کمار

کوزہ گر میں ترے کس خواب کا چہرہ ہو جاؤں

صرف اک جسم کی مہلت ہے میں کیا کیا ہو جاؤں

تجھ میں اور مجھ میں بس اک فرق وفا ہی کا ہے

میں اگر ترک وفا کر دوں تو تجھ سا ہو جاؤں

مجھ کو میرے ہی اندھیرے نے چھپا رکھا ہے

جو تری ذات میں آ جاؤں ستارہ ہو جاؤں

سوچتے سب ہیں کہانی تو مکمل ہو جائے

چاہتا کوئی نہیں ہے کہ میں اس کا ہو جاؤں

چار دن قید میں رہ کر یہ تمنا بھی گئی

پہلے لگتا تھا کہ اے کاش پرندہ ہو جاؤں

میں تو بس ایک تصور ہوں وہی رہنے دے

ایسے بھی سوچ نہ مجھ کو کہ میں چہرہ ہو جاؤں

سب کی آنکھوں میں کھٹکتی ہے ہماری قربت

شہر کا شہر لگا ہے کہ اکیلا ہو جاؤں

عشق میں سارا کمال اصل میں فرقت کا ہے

جو بھی ہو جائے جدا مجھ سے میں اس کا ہو جاؤں

کلدیپ کمار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuza-gar Main Tere Kis KHwab Ka Chehra Ho Jaun

Kuldeep Kumar

kuza-gar main tere kis KHwab ka chehra ho jaun
sirf ek jism ki mohlat hai main kya kya ho jaun

tujh mein aur mujh mein bas ek farq wafa hi ka hai
main agar tark wafa kar dun to tujh sa ho jaun

mujh ko mere hi andhere ne chhupa rakkha hai
jo teri zat mein aa jaun sitara ho jaun

sochte sab hain kahani to mukammal ho jae
chahta koi nahin hai ki main us ka ho jaun

chaar din qaid mein rah kar ye tamanna bhi gai
pahle lagta tha ki ai kash parinda ho jaun

main to bas ek tasawwur hun wahi rahne de
aise bhi soch na mujh ko ki main chehra ho jaun

sab ki aankhon mein khaTakti hai hamari qurbat
shahr ka shahr laga hai ki akela ho jaun

ishq mein sara kamal asl mein furqat ka hai
jo bhi ho jae juda mujh se main us ka ho jaun

(589) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuza-gar Main Tere Kis KHwab Ka Chehra Ho Jaun written by Kuldeep Kumar at UrduPoint. Kuza-gar Main Tere Kis KHwab Ka Chehra Ho Jaun is one of the masterpieces written by Kuldeep Kumar. You can also find the complete poetry collection of Kuldeep Kumar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kuldeep Kumar' above.

Kuza-gar Main Tere Kis KHwab Ka Chehra Ho Jaun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuza-gar Main Tere Kis KHwab Ka Chehra Ho Jaun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.