Hum Un Ke Sitam Ko Bhi Karam Jaan Rahe Hain, Urdu Ghazal By Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar

Hum Un Ke Sitam Ko Bhi Karam Jaan Rahe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar. Hum Un Ke Sitam Ko Bhi Karam Jaan Rahe Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum Un Ke Sitam Ko Bhi Karam Jaan Rahe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم ان کے ستم کو بھی کرم جان رہے ہیں

کنور مہیندر سنگھ بیدی سحر

ہم ان کے ستم کو بھی کرم جان رہے ہیں

اور وہ ہیں کہ اس پر بھی برا مان رہے ہیں

یہ لطف تو دیکھو کہ وہ محفل میں مری سمت

نگراں ہیں کہ جیسے مجھے پہچان رہے ہیں

ہم کو بھی تو واعظ ہے بد و نیک میں تمیز

ہم بھی تو کبھی صاحب ایمان رہے ہیں

ممکن ہے کہ اک روز تری زلف بھی چھو لیں

وہ ہاتھ جو مصروف گریبان رہے ہیں

یہ سچ ہے کہ بندے کو خدا دہر میں یوں تو

مانا نہیں جاتا ہے مگر مان رہے ہیں

وہ آئے ہیں اس طور سے خلوت میں مرے پاس

جیسے کہ نہ آنے پہ پشیمان رہے ہیں

کنور مہیندر سنگھ بیدی سحر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Un Ke Sitam Ko Bhi Karam Jaan Rahe Hain

Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar

hum un ke sitam ko bhi karam jaan rahe hain
aur wo hain ki is par bhi bura man rahe hain

ye lutf to dekho ki wo mahfil mein meri samt
nigran hain ki jaise mujhe pahchan rahe hain

hum ko bhi to waiz hai bad o nek mein tamiz
hum bhi to kabhi sahib-e-iman rahe hain

mumkin hai ki ek roz teri zulf bhi chhu len
wo hath jo masruf-e-gareban rahe hain

ye sach hai ki bande ko KHuda dahr mein yun to
mana nahin jata hai magar man rahe hain

wo aae hain is taur se KHalwat mein mere pas
jaise ki na aane pe pasheman rahe hain

(469) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar Poetry

دعا کسی کی کرے یا نہ مستجاب کرے

Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar - کنور مہیندر سنگھ بیدی سحر

Dua Kisi Ki Kare Ya Na Mustajab Kare

Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar Urdu Poetry

نعمت ترک طلب ترک تمنا مانگے

Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar - کنور مہیندر سنگھ بیدی سحر

Neamat-e-tark-e-talab Tark-e-tamanna Mange

Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar Urdu Poetry

کوئی یہ زاہد سے جا کے کہہ دے کہ رسم الٹی شباب کی ہے

Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar - کنور مہیندر سنگھ بیدی سحر

Koi Ye Zahid Se Ja Ke Kah De Ki Rasm Ulti Shabab Ki Hai

Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar Urdu Poetry

سحرؔ بے ثباتی کو ہم کم نہ سمجھے

Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar - کنور مہیندر سنگھ بیدی سحر

Sahar Be-sabaati Ko Hum Kam Na Samjhe

Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar Urdu Poetry

تقدیر کے لکھے سے سوا بن گئے ہیں ہم

Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar - کنور مہیندر سنگھ بیدی سحر

Taqdir Ke Likhe Se Siwa Ban Gae Hain Hum

Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar Urdu Poetry

گلستاں ہے نہ آشیاں اپنا

Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar - کنور مہیندر سنگھ بیدی سحر

Gulistan Hai Na Aashiyan Apna

Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar Urdu Poetry

گھٹا ہے باغ ہے مے ہے سبو ہے جام ہے ساقی

Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar - کنور مہیندر سنگھ بیدی سحر

Ghata Hai Bagh Hai Mai Hai Subu Hai Jam Hai Saqi

Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar Urdu Poetry

عشق و محبت کیا ہوتے ہیں کیا سمجھاؤں واعظ کو

Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar - کنور مہیندر سنگھ بیدی سحر

Ishq O Mohabbat Kya Hote Hain Kya Samjhaun Waiz Ko

Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar Urdu Poetry

You can read Hum Un Ke Sitam Ko Bhi Karam Jaan Rahe Hain written by Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar at UrduPoint. Hum Un Ke Sitam Ko Bhi Karam Jaan Rahe Hain is one of the masterpieces written by Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar. You can also find the complete poetry collection of Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar' above.

Hum Un Ke Sitam Ko Bhi Karam Jaan Rahe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Un Ke Sitam Ko Bhi Karam Jaan Rahe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.