Teri Surat Se Aashna Hun Main, Urdu Ghazal By Latif Shah Shahid

Teri Surat Se Aashna Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Latif Shah Shahid. Teri Surat Se Aashna Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Teri Surat Se Aashna Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیری صورت سے آشنا ہوں میں

لطیف شاہ شاہد

تیری صورت سے آشنا ہوں میں

یوں ہی پاگل نہیں ہوا ہوں میں

دم بہ دم مجھ کو آزماتے ہو

ایک دنیا میں کیا بچا ہوں میں

اجنبی ہے وہ خوبرو لیکن

لگ رہا ہے کہ جانتا ہوں میں

ناگ ڈستا تو مر نہ جاتا میں

ہائے اس زلف کا ڈسا ہوں میں

تیری دنیا میں کیوں رہوں اب جب

تیری محفل سے اٹھ چکا ہوں میں

چھاچھ خوشیوں کی پی نہیں سکتا

عشق کے دودھ کا جلا ہوں میں

میری فریاد سن نہیں سکتے

اور دعویٰ ہے کہ خدا ہوں میں

تیری دہلیز پر قدم روکے

جانے کس سوچ میں کھڑا ہوں میں

دل سے نزدیک یار سے شاہدؔ

دور ہو کر بھی کب جدا ہوں میں

لطیف شاہ شاہد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Teri Surat Se Aashna Hun Main

Latif Shah Shahid

teri surat se aashna hun main
yun hi pagal nahin hua hun main

dam-ba-dam mujh ko aazmate ho
ek duniya mein kya bacha hun main

ajnabi hai wo KHub-ru lekin
lag raha hai ki jaanta hun main

nag Dasta to mar na jata main
hae is zulf ka Dasa hun main

teri duniya mein kyon rahun ab jab
teri mahfil se uTh chuka hun main

chhachh KHushiyon ki pi nahin sakta
ishq ke dudh ka jala hun main

meri fariyaad sun nahin sakte
aur dawa hai ki KHuda hun main

teri dahliz par qadam roke
jaane kis soch mein khaDa hun main

dil se nazdik yar se 'shahid'
dur ho kar bhi kab juda hun main

(571) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Teri Surat Se Aashna Hun Main written by Latif Shah Shahid at UrduPoint. Teri Surat Se Aashna Hun Main is one of the masterpieces written by Latif Shah Shahid. You can also find the complete poetry collection of Latif Shah Shahid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Latif Shah Shahid' above.

Teri Surat Se Aashna Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Teri Surat Se Aashna Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.