KHauf Ki AaKHiri Manzil Se Bana Kar Rakhiye, Urdu Ghazal By Lucky Farooqi Hasrat

KHauf Ki AaKHiri Manzil Se Bana Kar Rakhiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Lucky Farooqi Hasrat. KHauf Ki AaKHiri Manzil Se Bana Kar Rakhiye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHauf Ki AaKHiri Manzil Se Bana Kar Rakhiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوف کی آخری منزل سے بنا کر رکھیے

لکی فاروقی حسرت

خوف کی آخری منزل سے بنا کر رکھیے

اس کا مطلب ہے کہ قاتل سے بنا کر رکھیے

باہمی ربط میں ہوتی نہیں گنجائش ترک

آپ دریا ہیں تو ساحل سے بنا کر رکھیے

عقل کہتی ہے محبت سے نہ رکھو نسبت

دل یہ کہتا ہے مسائل سے بنا کر رکھیے

قیدیٔ زلف کی قسمت میں کہاں آزادی

جائیے طوق سلاسل سے بنا کر رکھیے

اب دعاؤں کی ضرورت ہے تو یاد آئی زکوٰۃ

میں نہ کہتا تھا کی سائل سے بنا کر رکھیے

لکی فاروقی حسرت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHauf Ki AaKHiri Manzil Se Bana Kar Rakhiye

Lucky Farooqi Hasrat

KHauf ki aaKHiri manzil se bana kar rakhiye
is ka matlab hai ki qatil se bana kar rakhiye

bahami rabt mein hoti nahin gunjaish-e-tark
aap dariya hain to sahil se bana kar rakhiye

aql kahti hai mohabbat se na rakkho nisbat
dil ye kahta hai masail se bana kar rakhiye

qaidi-e-zulf ki qismat mein kahan aazadi
jaiye tauq-e-salasil se bana kar rakhiye

ab duaon ki zarurat hai to yaad aai zakat
main na kahta tha ki sail se bana kar rakhiye

(554) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHauf Ki AaKHiri Manzil Se Bana Kar Rakhiye written by Lucky Farooqi Hasrat at UrduPoint. KHauf Ki AaKHiri Manzil Se Bana Kar Rakhiye is one of the masterpieces written by Lucky Farooqi Hasrat. You can also find the complete poetry collection of Lucky Farooqi Hasrat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Lucky Farooqi Hasrat' above.

KHauf Ki AaKHiri Manzil Se Bana Kar Rakhiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHauf Ki AaKHiri Manzil Se Bana Kar Rakhiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.