Bas Tamanna Hai Ishq-e-maula Mein, Urdu Ghazal By Maatam Fazl Mohammad

Bas Tamanna Hai Ishq-e-maula Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maatam Fazl Mohammad. Bas Tamanna Hai Ishq-e-maula Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bas Tamanna Hai Ishq-e-maula Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بس تمنا ہے عشق‌ مولیٰ میں

ماتم فضل محمد

بس تمنا ہے عشق‌ مولیٰ میں

کہ مروں میں یہی تمنا میں

عشق خوباں نہیں ہے ایسی شے

باندھ کر رکھئے جس کو پڑیا میں

رخ افشاں میں تیرے عالم نور

نم قمر میں ہے نم ثریا میں

ید بیضا کا ہے خیال آتا

دیکھ مہندی ترے کف پا میں

تیرے بیمار ہجر اے محبوب

نہ تو موتی میں ہیں نہ احیا میں

وحدہ لا شریک لہ ہے تو

تجھ سا دنیا میں ہے نہ عقبیٰ میں

تجھ کو کیوں کر کہیں ہم ہرجائی

نور تو جلوہ گر ہے ہر جا میں

کیا کہوں دن کو کس قدر رویا

رات دلبر کو دیکھ رویا میں

عشق لگتے ہی ہو گیا معلوم

حال مجنوں عشق لیلیٰ میں

مرض عشق حسن خوباں کا

مرگ درماں ہے نام حکما میں

حاصل الامر ہم ہوئے بدنام

عشق حسن بتان زیبا میں

رخ یوسف سے رخ مشابہ ہے

لب ہیں ملتے لب مسیحا میں

آب باراں سے گر نہ پائے مدد

خاک پڑ جائے چشم دریا میں

یہ دعا حق سے ہے مرا ماتمؔ

دفن ہو کربلائے معلیٰ میں

ماتم فضل محمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bas Tamanna Hai Ishq-e-maula Mein

Maatam Fazl Mohammad

bas tamanna hai ishq-e-maula mein
ki marun main yahi tamanna mein

ishq-e-KHuban nahin hai aisi shai
bandh kar rakhiye jis ko puDiya mein

ruKH-e-afshan mein tere aalam-e-nur
nam qamar mein hai nam surayya mein

yad-e-baiza ka hai KHayal aata
dekh mehndi tere kaf-e-pa mein

tere bimar-e-hijr ai mahbub
na to moti mein hain na ahya mein

wahdahu-la-sharik-la hai tu
tujh sa duniya mein hai na uqba mein

tujh ko kyun kar kahen hum harjai
nur to jalwa-gar hai har ja mein

kya kahun din ko kis qadar roya
raat dilbar ko dekh ruya mein

ishq lagte hi ho gaya malum
haal-e-majnun ishq-e-laila mein

maraz-e-ishq husn-e-KHuban ka
marg darman hai nam hukama mein

hasil-ul-amr hum hue badnam
ishq husn-e-butan-e-zeba mein

ruKH-e-yusuf se ruKH mushabah hai
lab hain milte lab-e-masiha mein

aab-e-baran se gir na pae madad
KHak paD jae chashm-e-dariya mein

ye dua haq se hai mera 'matam'
dafn ho karbala-mualla mein

(471) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bas Tamanna Hai Ishq-e-maula Mein written by Maatam Fazl Mohammad at UrduPoint. Bas Tamanna Hai Ishq-e-maula Mein is one of the masterpieces written by Maatam Fazl Mohammad. You can also find the complete poetry collection of Maatam Fazl Mohammad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maatam Fazl Mohammad' above.

Bas Tamanna Hai Ishq-e-maula Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bas Tamanna Hai Ishq-e-maula Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.