Dudman-e-dard Ki Shadi Hain Hum, Urdu Ghazal By Maatam Fazl Mohammad

Dudman-e-dard Ki Shadi Hain Hum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maatam Fazl Mohammad. Dudman-e-dard Ki Shadi Hain Hum comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dudman-e-dard Ki Shadi Hain Hum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دودمان درد کی شادی ہیں ہم

ماتم فضل محمد

دودمان درد کی شادی ہیں ہم

خاندان غم کی آبادی ہیں ہم

اپنی شومی سے ہوئی شادی غمی

شاید آبادی کی بربادی ہیں ہم

اپنے آب چشم سے سرسبز ہیں

زیب دشت و زینت وادی ہیں ہم

درمیان زندگی و مرگ ہیں

قابل صید و نہ صیادی ہیں ہم

زخم ہائے ہجر میں کیا کیا سہے

کشتگان تیغ فولادی ہیں ہم

بندۂ پیریم یارب از عذاب

مورد الطاف آزادی ہیں ہم

ہم نہیں کہتے مقلد ہیں ترے

تیرے در کے کلب قلادی ہیں ہم

داد کر اے داد گر عشاق کش

تیرے آگے تجھ سے فریادی ہیں ہم

خوں بہا معشوق سے لیتے نہیں

عاشق انصاف بیدادی ہیں ہم

دختر رز کو کوئی ہم سے کہے

تیرے تو حق دار دامادی ہیں ہم

ہم گنہ گار جناب عشق ہیں

عبد عبادی نہ اورادی ہیں ہم

اے عزیزاں ترک عشق حسن میں

سنگ پر جوں نقش بہزادی ہیں ہم

لا ولد کہتے ہیں ہم کو لا ولد

شعر سے از بس کہ اولادی ہیں ہم

عاقبت خاکی ہیں خاکی ہوں گے نے

آتشی و آہی و بادی ہیں ہم

فتح باغی نے نصر پوری ہیں بلکہ

سندھ میں بھی حیدرآبادی ہیں ہم

کیا کہیں کیا تھے کہاں سے آئے ہیں

مثل مضمون نو ایرادی ہیں ہم

پھر بھی وہ ایراد کرنے سکتا ہے

جس کے اول بار ایجادی ہیں ہم

مست احمد سے ماتمؔ ہیں شکر*

نے نمودی قوم نے عادی ہیں ہم

ماتم فضل محمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dudman-e-dard Ki Shadi Hain Hum

Maatam Fazl Mohammad

dudman-e-dard ki shadi hain hum
KHandan-e-gham ki aabaadi hain hum

apni shumi se hui shadi ghami
shayad aabaadi ki barbaadi hain hum

apne aab-e-chashm se sarsabz hain
zeb-e-dasht-o-zinat-e-wadi hain hum

darmiyan-e-zindagi-o-marg hain
qabil-e-said o na sayyaadi hain hum

zaKHm-ha-e-hijr mein kya kya sahe
kushtagan-e-tegh-e-fauladi hain hum

banda-e-pirem ya-rab az azab
murid-e-altaf-e-azadi hain hum

hum nahin kahte muqallid hain tere
tere dar ke kalb-e-qilladi hain hum

dad kar ai dad-gar ushshaq-kush
tere aage tujh se fariyaadi hain hum

KHun-baha mashuq se lete nahin
aashiq-e-insaf-e-be-dadi hain hum

duKHtar-e-raz ko koi hum se kahe
tere to haqdar damadi hain hum

hum gunahgar-e-janab-e-ishq hain
abd-e-ubbaadi na auradi hain hum

ai azizan tark-e-ishq-e-husn mein
sang par jun naqsh-e-bahzadi hain hum

la-walad kahte hain hum ko la-walad
sher se az-bas-ki auladi hain hum

aaqibat KHaki hain KHaki honge ne
aatishi-o-ahi-o-baadi hain hum

fath-baghi ne nasar-puri hain balki
sindh mein bhi haidrabaadi hain hum

kya kahen kya the kahan se aae hain
misl-e-mazmun-e-nau iradi hain hum

phir bhi wo irad karne sakta hai
jis ke awwal bar ijadi hain hum

mast-e-ahmad se 'matam' hain shakar*
ne sumudi qaum ne aadi hain hum

(411) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dudman-e-dard Ki Shadi Hain Hum written by Maatam Fazl Mohammad at UrduPoint. Dudman-e-dard Ki Shadi Hain Hum is one of the masterpieces written by Maatam Fazl Mohammad. You can also find the complete poetry collection of Maatam Fazl Mohammad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maatam Fazl Mohammad' above.

Dudman-e-dard Ki Shadi Hain Hum is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dudman-e-dard Ki Shadi Hain Hum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.