Be-zabanon Ki Kahani Ki Zaban Hote Rahe, Urdu Ghazal By Madhukar Jha Khuddar

Be-zabanon Ki Kahani Ki Zaban Hote Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Madhukar Jha Khuddar. Be-zabanon Ki Kahani Ki Zaban Hote Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-zabanon Ki Kahani Ki Zaban Hote Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے زبانوں کی کہانی کی زباں ہوتے رہے

مدھوکر جھا خوددار

بے زبانوں کی کہانی کی زباں ہوتے رہے

ہم تو یارو بارہا اشک رواں ہوتے رہے

دل پہ چاہے جتنے خنجر ہو لگے اے جان جاں

اس گلی میں ہم سراسر رائیگاں ہوتے رہے

جام ایسا ڈال ساقی زہر سا اب پیس کر

آج اس کو دیکھ سب جلوے عیاں ہوتے رہے

جان مقتل پر لٹا دی بے سبب خوددارؔ نے

جرم اس کے لن ترانی سے بیاں ہوتے رہے

اس نگر میں بے اثر بادہ کشی خوددارؔ کی

وہ نہ جانے کن غموں میں ناتواں ہوتے رہے

مدھوکر جھا خوددار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-zabanon Ki Kahani Ki Zaban Hote Rahe

Madhukar Jha Khuddar

be-zabanon ki kahani ki zaban hote rahe
hum to yaro barha ashk-e-rawan hote rahe

dil pe chahe jitne KHanjar ho lage ai jaan-e-jaan
us gali mein hum sarasar raegan hote rahe

jam aisa Dal saqi zahr sa ab pis kar
aaj us ko dekh sab jalwe ayan hote rahe

jaan maqtal par luTa di be-sabab 'KHuddar' ne
jurm us ke lan-tarani se bayan hote rahe

is nagar mein be-asar baada-kashi 'KHuddar' ki
wo na jaane kin ghamon mein na-tawan hote rahe

(733) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-zabanon Ki Kahani Ki Zaban Hote Rahe written by Madhukar Jha Khuddar at UrduPoint. Be-zabanon Ki Kahani Ki Zaban Hote Rahe is one of the masterpieces written by Madhukar Jha Khuddar. You can also find the complete poetry collection of Madhukar Jha Khuddar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Madhukar Jha Khuddar' above.

Be-zabanon Ki Kahani Ki Zaban Hote Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-zabanon Ki Kahani Ki Zaban Hote Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.