Gul Ke Hone Ki Tawaqqo Pe Jiye BaiThi Hai, Urdu Ghazal By Mah Laqa Chanda

Gul Ke Hone Ki Tawaqqo Pe Jiye BaiThi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mah Laqa Chanda. Gul Ke Hone Ki Tawaqqo Pe Jiye BaiThi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gul Ke Hone Ki Tawaqqo Pe Jiye BaiThi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گل کے ہونے کی توقع پہ جئے بیٹھی ہے

ماہ لقا چندا

گل کے ہونے کی توقع پہ جئے بیٹھی ہے

ہر کلی جان کو مٹھی میں لیے بیٹھی ہے

کبھی صیاد کا کھٹکا ہے کبھی خوف خزاں

بلبل اب جان ہتھیلی پہ لیے بیٹھی ہے

تیر و شمشیر سے بڑھ کر ہے تری ترچھی نگاہ

سیکڑوں عاشقوں کا خون کیے بیٹھی ہے

تیرے رخسار سے تشبیہ اسے دوں کیوں کر

شمع تو چربی کو آنکھوں میں دیئے بیٹھی ہے

تشنہ لب کیوں رہے اے ساقیٔ کوثر چنداؔ

یہ ترے جام محبت کو پیے بیٹھی ہے

ماہ لقا چندا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gul Ke Hone Ki Tawaqqo Pe Jiye BaiThi Hai

Mah Laqa Chanda

gul ke hone ki tawaqqo pe jiye baiThi hai
har kali jaan ko muTThi mein liye baiThi hai

kabhi sayyaad ka khaTka hai kabhi KHauf-e-KHizan
bulbul ab jaan hatheli pe liye baiThi hai

tir-o-shamshir se baDh kar hai teri tirchhi nigah
saikDon aashiqon ka KHun kiye baiThi hai

tere ruKHsar se tashbih use dun kyunkar
shama to charbi ko aankhon mein diye baiThi hai

tishna-lab kyun rahe ai saqi-e-kausar 'chanda'
ye tere jam-e-mohabbat ko piye baiThi hai

(602) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gul Ke Hone Ki Tawaqqo Pe Jiye BaiThi Hai written by Mah Laqa Chanda at UrduPoint. Gul Ke Hone Ki Tawaqqo Pe Jiye BaiThi Hai is one of the masterpieces written by Mah Laqa Chanda. You can also find the complete poetry collection of Mah Laqa Chanda by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mah Laqa Chanda' above.

Gul Ke Hone Ki Tawaqqo Pe Jiye BaiThi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gul Ke Hone Ki Tawaqqo Pe Jiye BaiThi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.