KHuda Ka Shukr Hai Girdab Se Nikal Aaya, Urdu Ghazal By Mahboob Zafar

KHuda Ka Shukr Hai Girdab Se Nikal Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahboob Zafar. KHuda Ka Shukr Hai Girdab Se Nikal Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHuda Ka Shukr Hai Girdab Se Nikal Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خدا کا شکر ہے گرداب سے نکل آیا

محبوب ظفر

خدا کا شکر ہے گرداب سے نکل آیا

میں اس کے حلقۂ احباب سے نکل آیا

سجی ہوئی تھیں دکانیں منافقت کی جہاں

میں ایسے قریۂ بے خواب سے نکل آیا

بہت دنوں سے حصار طلسم خواب میں تھا

طلسم ٹوٹ گیا خواب سے نکل آیا

عطا ہوئی ہے محبت کی سلطنت جب سے

میں شہر دیدۂ خوں ناب سے نکل آیا

کبھی گلاب سے آنے لگی مہک اس کی

کبھی وہ انجم و مہتاب سے نکل آیا

انا کی ناؤ جہاں ڈولتی پھرے محبوبؔ

میں اس فریب کے سیلاب سے نکل آیا

محبوب ظفر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHuda Ka Shukr Hai Girdab Se Nikal Aaya

Mahboob Zafar

KHuda ka shukr hai girdab se nikal aaya
main us ke halqa-e-ahbab se nikal aaya

saji hui thin dukanen munafiqat ki jahan
main aise qarya-e-be-KHwab se nikal aaya

bahut dinon se hisar-e-tilism-e-KHwab mein tha
tilism TuT gaya KHwab se nikal aaya

ata hui hai mohabbat ki saltanat jab se
main shahr-e-dida-e-KHun-nab se nikal aaya

kabhi gulab se aane lagi mahak us ki
kabhi wo anjum o mahtab se nikal aaya

ana ki naw jahan Dolti phire 'mahbub'
main us fareb ke sailab se nikal aaya

(681) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHuda Ka Shukr Hai Girdab Se Nikal Aaya written by Mahboob Zafar at UrduPoint. KHuda Ka Shukr Hai Girdab Se Nikal Aaya is one of the masterpieces written by Mahboob Zafar. You can also find the complete poetry collection of Mahboob Zafar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahboob Zafar' above.

KHuda Ka Shukr Hai Girdab Se Nikal Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHuda Ka Shukr Hai Girdab Se Nikal Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.