Ab Is Tarah Sitam-e-rozgar Hota Hai, Urdu Ghazal By Mahirul Qadri

Ab Is Tarah Sitam-e-rozgar Hota Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahirul Qadri. Ab Is Tarah Sitam-e-rozgar Hota Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Is Tarah Sitam-e-rozgar Hota Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب اس طرح ستم روزگار ہوتا ہے

ماہر القادری

اب اس طرح ستم روزگار ہوتا ہے

قفس کے سامنے ذکر بہار ہوتا ہے

خدا کے واسطے دامن کا چاک سینے دو

کبھی کبھی تو جنوں ہوشیار ہوتا ہے

وفا کا ذکر ہی کیوں چھیڑتے ہیں اہل وفا

جب ان کی خاطر نازک پہ بار ہوتا ہے

وہ سامنے ہوں تو آنسو نکل ہی جاتے ہیں

یہ جرم وہ ہے جو بے اختیار ہوتا ہے

میں مطمئن ہوں اگرچہ خراب ہے ماحول

خزاں کے بعد کا عالم بہار ہوتا ہے

ماہر القادری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Is Tarah Sitam-e-rozgar Hota Hai

Mahirul Qadri

ab is tarah sitam-e-rozgar hota hai
qafas ke samne zikr-e-bahaar hota hai

KHuda ke waste daman ka chaak sine do
kabhi kabhi to junun hoshiyar hota hai

wafa ka zikr hi kyun chheDte hain ahl-e-wafa
jab un ki KHatir-e-nazuk pe bar hota hai

wo samne hon to aansu nikal hi jate hain
ye jurm wo hai jo be-iKHtiyar hota hai

main mutmain hun agarche KHarab hai mahaul
KHizan ke baad ka aalam bahaar hota hai

(651) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Is Tarah Sitam-e-rozgar Hota Hai written by Mahirul Qadri at UrduPoint. Ab Is Tarah Sitam-e-rozgar Hota Hai is one of the masterpieces written by Mahirul Qadri. You can also find the complete poetry collection of Mahirul Qadri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahirul Qadri' above.

Ab Is Tarah Sitam-e-rozgar Hota Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Is Tarah Sitam-e-rozgar Hota Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.