Na Koi Harf-e-dua Arz-e-tamanna Bhi Nahin, Urdu Ghazal By Mahmood Alam

Na Koi Harf-e-dua Arz-e-tamanna Bhi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahmood Alam. Na Koi Harf-e-dua Arz-e-tamanna Bhi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Koi Harf-e-dua Arz-e-tamanna Bhi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ کوئی حرف دعا عرض تمنا بھی نہیں

محمود عالم

نہ کوئی حرف دعا عرض تمنا بھی نہیں

اب نہ مولا ہے میرا اور میں بندہ بھی نہیں

میرے چہرے سے ملا کرتی ہے اس کی صورت

اس کی صورت سا مرے پاس تو چہرہ بھی نہیں

رب ارنی کا یہ حاصل رہا بینائی گئی

ایسے دیکھا کہ اسے ٹھیک سے دیکھا بھی نہیں

پہلے فرعون مرا بعد میں موسیٰ بھی مرے

ایک مر جاتا ہے اک موت سے مرتا بھی نہیں

ذات واحد ہے اگر وہ تو میں فرد وحدت

اس میں اور مجھ میں کوئی فرق زیادہ بھی نہیں

یہ تو اک کھیل ہے اور کھیل بلا کا عالمؔ

لیلیٰ کا قیس نہیں قیس کی لیلیٰ بھی نہیں

محمود عالم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Koi Harf-e-dua Arz-e-tamanna Bhi Nahin

Mahmood Alam

na koi harf-e-dua arz-e-tamanna bhi nahin
ab na maula hai mera aur main banda bhi nahin

mere chehre se mila karti hai us ki surat
us ki surat sa mere pas to chehra bhi nahin

rabbi-arni ka ye hasil raha binai gai
aise dekha ki use Thik se dekha bhi nahin

pahle firaun mara baad mein musa bhi mare
ek mar jata hai ek maut se marta bhi nahin

zat-e-wahid hai agar wo to main fard-e-wahdat
us mein aur mujh mein koi farq ziyaada bhi nahin

ye to ek khel hai aur khel bala ka 'alam'
laila ka qais nahin qais ki laila bhi nahin

(563) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Koi Harf-e-dua Arz-e-tamanna Bhi Nahin written by Mahmood Alam at UrduPoint. Na Koi Harf-e-dua Arz-e-tamanna Bhi Nahin is one of the masterpieces written by Mahmood Alam. You can also find the complete poetry collection of Mahmood Alam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahmood Alam' above.

Na Koi Harf-e-dua Arz-e-tamanna Bhi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Koi Harf-e-dua Arz-e-tamanna Bhi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.