Pabandiyan Hain Mere Hi Izhaar Par, Urdu Ghazal By Mahmood Shahid

Pabandiyan Hain Mere Hi Izhaar Par is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahmood Shahid. Pabandiyan Hain Mere Hi Izhaar Par comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Pabandiyan Hain Mere Hi Izhaar Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پابندیاں ہیں میرے ہی اظہار پر

محمود شاہد

پابندیاں ہیں میرے ہی اظہار پر

زاغ و زغن کا شور ہے مردار پر

تاثیر ہے کس کے لہو کو دیکھیے

سبزہ اگا ہے آہنی تلوار پر

دل کش حسیں پوشاک ہو یا جسم ہو

مرکوز ہے میری نظر بازار پر

میرے لئے کوئی خبر آتی نہیں

اور سامنے اخبار ہے اخبار پر

موسم عجب حالات سے دو چار ہے

بادل نہیں طائر نہیں اشجار پر

دل سے جگر سے خون سے واقف کیا

احسان ہے امراض کا بیمار پر

یہ شہر ہے یا کوئی زنداں کیا کہیں

شاہدؔ یہاں دیوار ہے دیوار پر

محمود شاہد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pabandiyan Hain Mere Hi Izhaar Par

Mahmood Shahid

pabandiyan hain mere hi izhaar par
zagh-o-zaghan ka shor hai murdar par

tasir hai kis ke lahu ko dekhiye
sabza uga hai aahani talwar par

dilkash hasin poshak ho ya jism ho
markuz hai meri nazar bazar par

mere liye koi KHabar aati nahin
aur samne aKHbar hai aKHbar par

mausam ajab haalat se do-chaar hai
baadal nahin tair nahin ashjar par

dil se jigar se KHun se waqif kiya
ehsan hai amraaz ka bimar par

ye shahr hai ya koi zindan kya kahen
'shahid' yahan diwar hai diwar par

(607) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pabandiyan Hain Mere Hi Izhaar Par written by Mahmood Shahid at UrduPoint. Pabandiyan Hain Mere Hi Izhaar Par is one of the masterpieces written by Mahmood Shahid. You can also find the complete poetry collection of Mahmood Shahid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahmood Shahid' above.

Pabandiyan Hain Mere Hi Izhaar Par is a widely read Urdu Ghazal. If you like Pabandiyan Hain Mere Hi Izhaar Par, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.