Badla Hua Hai Rang Jahan Mai-kashi Ke Baad, Urdu Ghazal By Majeed Maiman

Badla Hua Hai Rang Jahan Mai-kashi Ke Baad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Majeed Maiman. Badla Hua Hai Rang Jahan Mai-kashi Ke Baad comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Badla Hua Hai Rang Jahan Mai-kashi Ke Baad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بدلا ہوا ہے رنگ جہاں مے کشی کے بعد

مجید میمن

بدلا ہوا ہے رنگ جہاں مے کشی کے بعد

خود سے لگاؤ ہونے لگا بے خودی کے بعد

تابندہ محفلوں میں مجھے یوں نہ روکئے

ظلمت میں لوٹنا ہے مجھے روشنی کے بعد

یا رب مجھے محال ہے رنجیدہ زندگی

لے لے میری حیات بھی میری خوشی کے بعد

اس سے سوا بھی عشق میں کیا اور پائیے

ہر غم لگے ہے سہل غم عاشقی کے بعد

مجید میمن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Badla Hua Hai Rang Jahan Mai-kashi Ke Baad

Majeed Maiman

badla hua hai rang jahan mai-kashi ke baad
KHud se lagaw hone laga be-KHudi ke baad

tabinda mahfilon mein mujhe yun na rokiye
zulmat mein lauTna hai mujhe raushni ke baad

ya rab mujhe muhaal hai ranjida zindagi
le le meri hayat bhi meri KHushi ke baad

is se siwa bhi ishq mein kya aur paiye
har gham lage hai sahl gham-e-ashiqi ke baad

(649) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Badla Hua Hai Rang Jahan Mai-kashi Ke Baad written by Majeed Maiman at UrduPoint. Badla Hua Hai Rang Jahan Mai-kashi Ke Baad is one of the masterpieces written by Majeed Maiman. You can also find the complete poetry collection of Majeed Maiman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Majeed Maiman' above.

Badla Hua Hai Rang Jahan Mai-kashi Ke Baad is a widely read Urdu Ghazal. If you like Badla Hua Hai Rang Jahan Mai-kashi Ke Baad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.