Aankhon Ka Qusur Kuchh Nahin Hai, Urdu Ghazal By Majid Ul Baqri

Aankhon Ka Qusur Kuchh Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Majid Ul Baqri. Aankhon Ka Qusur Kuchh Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aankhon Ka Qusur Kuchh Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھوں کا قصور کچھ نہیں ہے (ردیف .. ن)

ماجد الباقری

آنکھوں کا قصور کچھ نہیں ہے

جسموں سے غلاف ہٹ گئے ہیں

جو بال کی کھال اتارتے تھے

صحراؤں میں گھاس کاٹتے ہیں

ہم لوگ تو ہو گئے ہیں پاگل

خوابوں کی کتاب لکھ رہے ہیں

انسان میں کیا بھرا ہوا ہے

ہونٹوں سے دماغ تک سلے ہیں

یہ کیسے زبان سے ادا ہوں

خاکے جو دلوں میں ان کہے ہیں

ماجد الباقری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankhon Ka Qusur Kuchh Nahin Hai

Majid Ul Baqri

aankhon ka qusur kuchh nahin hai
jismon se ghilaf haT gae hain

jo baal ki khaal utarte the
sahraon mein ghas kaTte hain

hum log to ho gae hain pagal
KHwabon ki kitab likh rahe hain

insan mein kya bhara hua hai
honTon se dimagh tak sile hain

ye kaise zaban se ada hon
KHake jo dilon mein an-kahe hain

(525) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankhon Ka Qusur Kuchh Nahin Hai written by Majid Ul Baqri at UrduPoint. Aankhon Ka Qusur Kuchh Nahin Hai is one of the masterpieces written by Majid Ul Baqri. You can also find the complete poetry collection of Majid Ul Baqri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Majid Ul Baqri' above.

Aankhon Ka Qusur Kuchh Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankhon Ka Qusur Kuchh Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.