Shama Ulfat Ki Bujha Dun Ye Kahan Mumkin Hai, Urdu Ghazal By Manisha Shikhar

Shama Ulfat Ki Bujha Dun Ye Kahan Mumkin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manisha Shikhar. Shama Ulfat Ki Bujha Dun Ye Kahan Mumkin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shama Ulfat Ki Bujha Dun Ye Kahan Mumkin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شمع الفت کی بجھا دوں یہ کہاں ممکن ہے

منیشا شکھر

شمع الفت کی بجھا دوں یہ کہاں ممکن ہے

تیری یادوں کو مٹا دوں یہ کہاں ممکن ہے

میری الفت کا ہے دل میں ترے آنا جانا

کوئی دیوار لگا دوں یہ کہاں ممکن ہے

موت کے بعد بھی تجھ کو ہے بھلانا مشکل

جیتے جی تجھ کو بھلا دوں یہ کہاں ممکن ہے

صرف خوشیوں کو پتا تیرا بتا دیتی ہوں

غم کو تیرا میں پتا دوں یہ کہاں ممکن ہے

توڑ کر دل کو شکھرؔ اس نے خطا کی لیکن

اپنے دلبر کو سزا دوں یہ کہاں ممکن ہے

منیشا شکھر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shama Ulfat Ki Bujha Dun Ye Kahan Mumkin Hai

Manisha Shikhar

shama ulfat ki bujha dun ye kahan mumkin hai
teri yaadon ko miTa dun ye kahan mumkin hai

meri ulfat ka hai dil mein tere aana-jaana
koi diwar laga dun ye kahan mumkin hai

maut ke baad bhi tujh ko hai bhulana mushkil
jite ji tujh ko bhula dun ye kahan mumkin hai

sirf KHushiyon ko pata tera bata deti hun
gham ko tera main pata dun ye kahan mumkin hai

toD kar dil ko 'sikhar' us ne KHata ki lekin
apne dilbar ko saza dun ye kahan mumkin hai

(514) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shama Ulfat Ki Bujha Dun Ye Kahan Mumkin Hai written by Manisha Shikhar at UrduPoint. Shama Ulfat Ki Bujha Dun Ye Kahan Mumkin Hai is one of the masterpieces written by Manisha Shikhar. You can also find the complete poetry collection of Manisha Shikhar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manisha Shikhar' above.

Shama Ulfat Ki Bujha Dun Ye Kahan Mumkin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shama Ulfat Ki Bujha Dun Ye Kahan Mumkin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.