Mere Har Ek Sans Mein Shirkat Hai Aah Ki, Urdu Ghazal By Manohar Sahaye Anwar

Mere Har Ek Sans Mein Shirkat Hai Aah Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manohar Sahaye Anwar. Mere Har Ek Sans Mein Shirkat Hai Aah Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Har Ek Sans Mein Shirkat Hai Aah Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرے ہر ایک سانس میں شرکت ہے آہ کی

منوہر سہائے انور

میرے ہر ایک سانس میں شرکت ہے آہ کی

کھائے ہوئے ہوں چوٹ تمہاری نگاہ کی

کیا رخ بدل بدل کے مجھ آشفتہ حال پر

پرچھائیاں پڑیں تری زلف سیاہ کی

بڑھتی گئی گناہ کی لذت گناہ میں

پڑتی گئی گناہ سے عادت گناہ کی

سب کچھ نباہنا ہے بہت سہل آج کل

یعنی نباہ شرط نہیں ہے نباہ کی

انجام آشکار ہے مجھ غم نصیب کا

لی ہے پناہ تیرے غم بے پناہ کی

منوہر سہائے انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Har Ek Sans Mein Shirkat Hai Aah Ki

Manohar Sahaye Anwar

mere har ek sans mein shirkat hai aah ki
khae hue hun choT tumhaari nigah ki

kya ruKH badal badal ke mujh aashufta-haal par
parchhaiyan paDin teri zulf-e-siyah ki

baDhti gai gunah ki lazzat gunah mein
paDti gai gunah se aadat gunah ki

sab kuchh nibahna hai bahut sahl aaj-kal
yani nibah shart nahin hai nibah ki

anjam aashkar hai mujh gham-nasib ka
li hai panah tere gham-e-be-panah ki

(714) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Har Ek Sans Mein Shirkat Hai Aah Ki written by Manohar Sahaye Anwar at UrduPoint. Mere Har Ek Sans Mein Shirkat Hai Aah Ki is one of the masterpieces written by Manohar Sahaye Anwar. You can also find the complete poetry collection of Manohar Sahaye Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manohar Sahaye Anwar' above.

Mere Har Ek Sans Mein Shirkat Hai Aah Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Har Ek Sans Mein Shirkat Hai Aah Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.